Pak forex forum per posts keon delete hoty hn

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pak forex forum per posts keon delete hoty hn
    ​Dear forum members kafi dost kehty hn ke forum se un ki posts delete ho jaty hn, jub post delete hoty hn to is se kafy dost disheart hoty hn main ye pochna chahta hon ke forum se posts keon delete hoty hn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes janab forum par se kafi posts ko delete kar diya jata ha keun keh unn men aek to gher zarori mawad hota ha jiss ka forex se koeey relation nahen hota iss ke ilawa kuch posts Rules against masael par discussed hoti han aor aesi posts ko bhi delete karney ka qanoon ha keh jo bahut zeyada gher miyari hoti han
    • #3 Collapse

      Pak forex forum mein jo geer zaroori posting hoti han un ko delete kar diya jata hy jo koi thread karta hy aur jo reply karta hy us thread k mutabik reply nhi karta us ko bhi delete kar diya jata hy aur jo thread forex trading business se related nhi hota us ko bhi delete kar diya jata hy aur forex forum par knewledge aur information aur experience share karne se ap ki post achi ho gi aur us ko acha bonus bhi milta hy
      • #4 Collapse

        Brother aap bukal thek kaha rahay hain pak fouram per sa aksar post delete kar di jati hain iss ki waja ya hay k ya tu aap ki post mayari nahi hoti hay ya aap na jiss thread per post ki hoti hay wo forex k mayar k matabic nahi hota hay iss laya ya bar bar fouram per kaha jata hay k instafouram k matabic informative pist karni chaya ghar zarrori aur ghar matalqa post pak fouram per nahi karni chaya aur aap ki us post ko he bounas deya jata hay jo zayada informative ho
        • #5 Collapse

          Bhai forex pe post delete hoti hain ye baat sach hai. Me ne kal 20 posts ki then din me lekin sham me 15 ho chuken then aur aj subh mujhe message aya hoa tha k ap apni posts k words ko 500 se ziada.rakhen. 500 words se ager apki posts kam hoen to apki post ko count ni kia jaey ga aur usko delete ker dia jaey ga. Lehaza ap apni posts ki length ko increase kren aur ziada se ziada likhen tab apki posts delete ni houn gi.
          • #6 Collapse

            Bhai jan iss forum pr ap k tmam posts aik software k zarye read kia ja rha hota h...agr ap ki post ghair mayari ho gy or topic sy irrelevant post ho gy to ap ki post ko delet kr dia jata h...iss k elawa aisi ppst jiss ko koi ghass na daly means without any viewers or comments to aisi post k delet kr dia jata h...issi ly ap ki post related to the topic honi chaye...otherwise wo delet kr di jati h
            • #7 Collapse

              Dear forex fourm py moderator ki janib sy posts delete mar di jati hain q k wo rules k mutabiq nai hoti agar hum aek bar rules ko parh len to hamariii posts zaya nai hon matlab jo bhe hum posts karen gu rules k mutabiq he karen gy to moderator aesi posts delete nai kary ga
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Dear ap ki bat theak hay fourm sy posts delete hoti hain us sy dosheart hony ki zarorat nai hay disheary hony k bajay ap acha knowladge hasil karen achii posts karny k liye fourm ki jo policy hay posts k liye sy hat kar koe posts na karen jo bhe posts ki kay us ki qualitu ka kheyal rakha jaye posts jab achi quality ki hon gi to remove nai ki jaen gi

                اب آن لائن

                Working...
                X