forex halal ya haram??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    forex ka muje nhai pata hai k halaal hai ya haram but ye hai k mainmsjhta hu k humein is main ara se forex se kam akrna chhaye
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      haram kaam wo hota hai jis mein aap ki mehnat nahi hoti aur app bina mehnat ke pasie kamati hai aur nuqsaan ke chance hi nahi hota aur forex mein aap ko mehnat karni parti hai aur profit ke sath sath loss bhi hota hai aur aap kisi haram cheez mein to trade kerti hi nahi. boht hardworking hoti hy or ham apna boht time isy dyty hy agr phir b koi isy haram kahy to ye galt bat hy haram to tb hota na jb is my profit fix hota
         
      • #213 Collapse

        salam bhai jannn main khud nai janta k ye haram ha ya halal par etna jant ho0o k iss par kam karny sy phaly ap k0o mhnat karni parti ha agr mhnat ki jay to0o main nai samjta k ye haram ha ...
        • #214 Collapse

          forex hamaray liye 100% halal hay kiyun kay swap sood hota hay lekin agar ham islami account create karain tow wo swap free hota hay is liye aus par working halal hay.
           
          • #215 Collapse

            is baray mian bhut se thread hian ap parh lein mere bhai jis ko dekhu 1 he swal ko rutt raha hai ye halala hai koi haram nhi ye koi juwa nhi hai ju haram huaga,.,.
            • #216 Collapse

              my dear friend forex trading halal business hai islam mai wo business halal hai jis mai risk hota hai. kuch muftian e deen ny fatwa bhi dia hai k ya business halal hai.
              • #217 Collapse

                dekhay sir forex aik pure halal business hai is may hum apni mehnat say money earn kartay hain agar haram hota tou is may mehnat ki zaroorat nahin hoti money ap kay hatton per rakha hota but humey is may learning kar kay hard work kar kay earn kartay hain
                • #218 Collapse

                  g bht hi ggoooooooooooood sawal kia hai ap ny magar is ka jawab ni hai hmary paass kiun hm koi moplvi ni hai r is ka jawab koi molvi ya achy ilm wak admi hi dy skta hai kin isam kinat ai hai u
                  • #219 Collapse

                    dear forex halal ha kyo ke ham is me work krte hain aur apni mehnat se krte hain ye halal ha tu pori dunya is business ko bhot acha smjhti ha forex bhot hi sucessfull business ha jis se ham bhot kuch sekh skte hain
                    • #220 Collapse

                      forex business hilal haa kion keh iss may loss aour profit dono haa forex aik bahoot accha earning ka plate forem haa iss may sucess hooney kilaya app kaa pass accha experince aour knowledge ka hoona zaroorey haa knowledge is key to success in forex trading agar app chahtay haa kah app acchey earning keray to app ko forex ka accha knowledge hissall kernay hoo ga
                      • #221 Collapse

                        bhi jan mai to sirf ye hi khna chahti ho k jis kam mai mehnat hoti hai wo halal kam hi hota hai or is kam me to mehnat hi hoti hai ye to nahi ky jo kam ghar beth ky kam kary to wo haram hi ho ga is mai b insan ghar beth ky bohat mehnat karty hai ye kam halal hi hai..............
                        • #222 Collapse

                          dear friends forex aik halal bussiness hai q ke jis kaam mein apki energy waste hoti hai wo haram kese hua q ke forex apko muft mein nahi deta balke apko mehnat kar ke hasil karna parta hai
                          • #223 Collapse

                            Forex trading k bary mein buhat se log ye question krt hn but ye understand kerna buhat easy ha k forex ak business ha or business ko haram tu nahi kaha gya
                            • #224 Collapse

                              forex aik halal business hai aur bohat hia acha aur best hai yeh business is se acha aur koi bhi online business nahin hai jo humain profit de aur humain is main sekhayen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                mai es k bary mai kuch nahe keh sakta qk kuch log kehty hain k ye haram ha r kuch kehty hain k halal ha, hum tu yahan apni mehnat kar k earning karty hain, magar bilkol clear nai ha mujhy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X