Forex mein apni trade intime close karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein apni trade intime close karna
    Agar tou aap log aik profit target set kar kay trading kartay hain tou phir aap ko chahyea kay jab aap ki trade profit mein chal rahi ho aur aap ka profit aap ka target achieve kar jaye tou aap ko chahyea kay aap apni trade ko uss waqt close kar dain kyun kay kahin aisa na ho kay market reverse ho jaye aur aap ki trade loss mein jana start kar dae aur phirr aap apnay target ko achieve na kar sakain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bahot khoob brother aap ne bahot achi baat ki hai hamen apni trades ko in time hi close krna chahiye agar ham ziada ki lalach men apni trades ko run hone den ge to iss tarah se ham apna kafi loss kr kaen ge isliye hamen apni trades ko in time hi close kr dena behtar hai q k jab tak ham apni trades ko in time close bi kr pate hain uss waqt tak ham kabhi bhi kamyab ni ho pate hain isliye hamen yahi koshish krni hai k ham apni trades ko time to time hi run kren
    • #3 Collapse

      assalamualaikum dear brother apnuy buhat hi achi bat ki hy hamain chahye k trading krty waqt oder lagaty huy apna target zaror rahain or apny target tak hi oder closs kr den buhat sy log target salect nai krty or lach main a jaty hy k trading profit main ja rahi hy leken kai martba los ka samna krna parta hy or laclach main akar apna acount wash kr bethty hain
      • #4 Collapse

        Dear member forex business time p chalne wal abusines he es mein hmne time sath treading karni hotui he jese k entry time and colse time to hm ko ye sab bi dekhna padta he time ke sath treading karne se hm ko zyda mushkil ni hoti .
        • #5 Collapse

          Forex members trade ko lagna aur closs kerna wo bhi time per ye bari baat hai kyunk jab tak takeprofit and stoploss ko a tain kerna nahi sakhin gy humain kesay pata chalay ga k loss ko kesay recover kerna hai wesay jab bhi trade profit main to usay closs ker dain jhanachalagay tak jab new trade milay to pher trade li Jay aisa chooty profit lay ker 1 din big success mil Jay gi.
          • #6 Collapse

            Market main jeb enter hon to seb se phly apna aik target set ker lain keh main ney aj kitna profit kamana hey aor ager loss hoa to itna main ney berdasht kerna hey yeh decide kerny key bad phir trade lagain aor is hisab se stop loss and take profit ki limit set ker lain. Apny emotion ko control main rakhain aor apny decide kerdah aim per strictly amel kerain.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Dear jahan tak mera mashwara ha tu ap log jab bhi trade lagaty hain tu ap take profit aur stop loss must lagayn is se apko bhtt faida hoga agar trend change hota ha market ka tu apki trade thory loss mein he close ho jaye gi aur agar profit mein jati ha tu ap ne jahan tp set kiya hota ha wahan p profit mein close ho jaye gi phir agar market wapas aa bhi jati ha tu koi masla ni ap profit gain kar chuky hon gy auto p is liye tp aur stop loss lazmi use karyn trading mein

              اب آن لائن

              Working...
              X