Ham.aik galti bar bar ku karty Han??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ham.aik galti bar bar ku karty Han??
    Assalamualaikum friend jub ham aik trade lagaty Han to agr ham ko loss ho jata hai to ham ko ehsas hota hai aur fulh bhi hota hai keh ham SA galti hui hai but kuch din badham phr same asa hi karty Han dobara wohi halti Kar daity Han jis ka ham ko pata hota hai aur loss bhi ho chuka hota hai es kia mery khayal mein aik wajha hai keh ham lalach ziada Kar jaty Han aur profit ka chakr mein dobara galti karty Han..
    AP log Kia kehty Han ham asa ku karty Han???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear ham aik hi galti bar bar isliye krte hain k ham apni galtion ko note ni lrte hain iss waja se ham aik hi galti ko bar bar repeat kr rhe hote hain so jab bhi ham se kissi mistake ki waja se loss ho ham usse note kren aur uss pe practice kren ta k ham next time men acha perform kr saken
    • #3 Collapse

      Dear bro forex trading aik bahut hi risky aur critical business hy is main ager ap aik hi mistake bar bar repeat kren ge to ap ko loss hi ho ga lkn ager ap apny mistake se seekhin ge to ap ki forex skills improve hon ge aur ap ki trading abilities bh improve hon ge
      • #4 Collapse

        jo ek galty bar bar karta hai wo mujhay insaan to nai lagta lekin forex main ek galty bar bar karna forex trader k liay khatr naak hota hai lekin jab mujh se galty ho jaty hai forex ya phir life main main sikhat action laita ho wo galty dubara na ho
        • #5 Collapse

          Dear member forex budsiness mein ham bar bar glti es leye karte hein k hm phle demo account par parctice nbi karte to hm treading bar bar gl ti karyte rhte hein fx mrket daily kuch na kuch new kari rhte he to hm ko chaheye k fx business karne se phle hm demo account par practice karin.
          • #6 Collapse

            Genous insan wo hota ha jo dosrn ki ghaltiyon ko analyz kr k learn krta ha.aur jo log apni ghaltiyon se learn krty haen chalo wo bhi achy traders count hoty ha but aisy log jo apni ghaltiyon se b ni learn krty unhaen trading krny ka koi haq ni q k wo apna loss krty ha.simple sa aik tariqa ha k ap apni trades ka record bnaen unhaen hr wekend pe analyz krean ap ko apni mistaks ka pta lg jaye ga.aur anda ap wo mistaks krny se bach jaen ge.
            • #7 Collapse

              Dear kionkeh forex trading me bht risk hy is liay bar bar ghalti repeat krna majboori ban jata hy lakin hamen mistakes se seekhna chahey aor bar bar ghalti repeat krny pe control krna chahey
              • #8 Collapse

                Dosto forex trading ma jb hmain aik br Hmari kisi galti ki wja sy loss ho jy to hmain os galti k bry ma soch a a or dkhna chy k hmain loss kis wja sy hua or koshish krni chy k ye galti dbra kbi na ho kiun agr hm ny galti ko smjh k dbra phr whi galti ki to aisy ma hm kbi trader ni ban py gy es ly koshish kry jo galti aik br ho jy dbra wo galti na ki jy
                • #9 Collapse

                  Dear forex aik online buisness ha is mein jahan profit hota ha wahan loss bhi hota ha kyun k koi trader aisa ni jis ko loss na ho lekin acha trader wohi ha jo agar ghalti karta ha aur loss uthata ha tu apni ghalti se sabaq seekhta ha is liye loss ko lite na lyn aur apni mistake ki corection karyn aur next time dobara wo ghalti na kryn
                  • #10 Collapse

                    galti baaar baar lalch ki waja se hota he agar ham lalch me na paren to to shayad galti hmare aas pass se bhi gurez kare ga hamen chahye k galti sudharne k liye ham apna kaam dekh bhal kar karna xchahye
                    • #11 Collapse

                      brother ham ko stop loss lazmi lgana chahye or ham ko ye ghalti bar bar to kia aik bar bhi nhi karni chahye q k es se hamara account safe rehta hai agr ham stop loss na lagain to hamary pory month ke mehnat se banaya howa bonus loss hony ki surat me sary ka sara waste ho sakta hai or account wash ho sakta hai es lye hamisha stop loss ko use karain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        G han ap ki bat bilkul theek hay k hum aik hi galti bar bar us liay karte hain k hum jab trade karte hay tou lalach main aa jate hay aur zada profut k chakar main rehte hain jis wajha se hum loss bhi kar dete hain apna par hum apni mistakes se sikhne ki bajae again wohi mistake kar dete hain aur again apna loss karte hain is liay agar ap loss se bachna cahte hain tou ap ko cahaiy k ap apn mistakes ko follow karain aur bar bar apni galtion ko na dorhay

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X