Loss men jane pe wait ya close
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss men jane pe wait ya close
    Main ne kafi dafa iss baat ko note kia hai k hamare new members ki trades jab lossen jati hain to wo inhen close ni krte hain aur market k reverse hone ka wait krte rehte hain aur issi umeed pe apna account wash kr kethte hain
    Ye baat bilkul hi galat hai hamen always stoplist ko ise kr k hi trade leni chahiye aur jab bhi hamara stoploss hit hoga hamari trade auto pe hi close ho jay gi iss tarah se hamara account save rhe ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai apki bhi bat Sahi hai but agr trade loss ki trf ja rahi hai to ham ko wait bhi karna chahya Thora bahot KU keh start mein trade loss ki trf zarur jati hai to ham pehly hi asa analysis Kar Lyn to ham control Kar sakty Han aur dosri bat yeh keh ham ko stop loss zarur lagana chahya hamari sub SA Bari galti yahi hai keh hamara account wash ho jata hai to AP stop loss laga Lyn to best hota hai apko dar ni hota account wash hony ka yeh sub SA best hai...
    • #3 Collapse

      Yes dear ap ne achi bat discuss ki ha pehly bhi ham ye bat kar chuky hain k trade lagaty waqt stop loss lazmi use karyn ta k apka account wash na ho aik bar jab apki trade loss mein chali jati ha tu us k wapas any k wait karna time zaya karna ha stop loss lagayn aur thory loss mein trade se out ho jayn aur new trade lagayn
      • #4 Collapse

        asay bohat sey log aap ko dekhnay ko miltay hain jo trades ko ya tou hope pe chorr detay hain ya asi jaga trade kartay hain kay trend strong hota hay aur reverse trade kartay hain kay market wapis ajay gi so stop loss use krlen otherwise aik trade ki aik level pe range fix kar len kay wahan tak aap loss afford krogay agar aap ss tarah trade close nahe kartay aap ko zyaad loss ho sakta hay...
        • #5 Collapse

          Dear aap ki baat bukal thek hay main aap ki baat sa itafaq karta hoon k jab be aap instaforex trading main trade open kartay hain tu markit ka analysis kar k stop lose lazmi adject keya karan ager aap stop lose use nahi karan gay tu jab aap ki trade lose main ja hay gi to account wash hona tak ki waja banta hay zayada tar trader iss laya stop lose use nahi kartay hain trader zayada taar up and down jati hain jab trade lose main ja rahi hoti hay tu wait kartay hain k trade revirse be ho gi iss umeed per account wash karwa bathatay hain
          • #6 Collapse

            brother ham agr stop loss lga lein to ye nobat he na ay pta nhi q ham log stop loss q nhi lgaty agr stop loss lga ho to ap ko loss ho ga he nhi behtar hai k ap wait karny ki bjay close he kar do warna ap ka account he wash ho jay to ap ka kam zero se dubara aik month bad shoro ho ga es lye es bary me boht care karain
            • #7 Collapse

              aghar trading men loss hota hai to iska ye matlab nahi ke closs hi karna iska hal hai aghar loss horaha hai to focus kren ke loss kyun horaha hai wajha kiya hai loss ki, or aghar loss se bachna hai trading men to ziyada se ziyada business knowledge hona zaroori hai and apni galatiyun par focus karke unko dubara repeat hony se rok kar present mind rehkar trading karni chahye.
              • #8 Collapse

                Janab loss men jati trade ki close karney ke bajaey Stop loss darost tareen jagah par set kar den yani nah to stop loss itna door ho keh account ko naqabl-e-bardasht loss de aor nah ittna nazdeek ho keh zara si market movement S.L ko hit kar day S . L set kar ke bifikkar ho jaen
                • #9 Collapse

                  Assalamoalaikum bhai app ki baat bilkul tek hy shoro shoro ma banda yehi sochta hy k ager trade loss ma jaa rahi hy tu hu sakta hy k reverse gear bhi lagy gee lkn chonke ye hamara kheyal huta hy aor market ka koi elm nhi huta aor account wash ker wa lete hy s lia ma apkj baad se agree kerta hun k trade pe stop loss zarore use kerna chaye
                  • #10 Collapse

                    G han ap.ki bat theek hay k boht se trader aese mojod hain jo k trade lgate huwe stop loss ya take profit nai lgate aur is wajha se unhe loss ki surat main unhe boht zada loss ka bhi samna karna parta hay aur aksar aesa bhi hota hay k account wash ho b jata hay is liay behtar yehibhaybk jab bhi trade open karain stop loss lazman lagain ayr kisis kisam ka risk nai lay
                    • #11 Collapse

                      Aslam o alikum dosto jub apko lose hony ke taraf jub jata hai tu stop lose ka istamal kary tu ye apkliya best hoga
                      • #12 Collapse

                        G bhai ye ap k balance pe depend krta hai agar ap ke pas.itna balance hai k ap loss honay pe bhe manage kr saktay hain to wait krein warna kat dein
                        • #13 Collapse

                          bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum jab be loss ma jata ha to per hum ko es trade ka leya wait karna chaheya to per jab hamara trade profit ma ayta ha to per hum ko chaheya ka hum wo trade close karda waran hum ko or be loss ho sakta ha........
                          • #14 Collapse

                            Dear stoploss trading ka pehla asol hy esa kai bar hota hy k bina stoploss k trading account wash he karti hy humein chahiye k trad humein point per ly kar point per cut karni chahiye jis mein stoploss aur takeprofit ka is timal ho aur sport and resistance ko dekh kar trad leni chahiye kiyon k medium mein humesha loss he hota hy is liye upside ya down side trading karni chahiye taky lossess sy bacha ja sagy
                            Removed by moderator.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forex trading main market ki situation kabhi bhinbadal skti ha kuch traders ne trade lagain hon wo loss main chali jaye .trader yehi sochtabha k market back ho gi but kabhi asi situation hoti ha m market trader k bilkul against chali jati ha to account ko dakhty huwe trade close bhi krna pr jati ha .to wo ziada best hota hab wait krnmty raho .kisi time market wait krny ke liye kehti ha k wait kro bs tradef ko maket trend ki movement ka khaiyal rakh achaye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X