Forex news se positive ideas lena

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex news se positive ideas lena
    Forex news daily release hoti hay aur ham daily es ko read be karty hey magar news ko understand na karny ki waja se ham esy useful analysis se be kesi kisam ka positive ideas leny me kamyab nahi hoty es ki waja kia ho sakti hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes dear Aap Ki Baat Sahi Hai cheap forex market mein I'm a different types of news ka Samna karna padta hai lekin aap ko pata hona chahiye ke hum news ko follow nahi karte sahi tarah se aur secondly aap ko pata hona chahiye ki market advocate Ek Taraf Se behave nahi karti isliye Hame forex market Mein Kabhi stop loss hota hai aur Kabhi take profit limit hit hota hai aur Hume forex market ki movement ki sahi tarah se samajh nahi aati.
    • #3 Collapse

      G Ap ke bat kafi ahd tk theak a normally humra problem yahi a k Humari English itni Achi ni a hum news ko study to karty hain lekan us ko Achi tara understand ni kr paty jis k waja se hum wrong decisions b kr jaty hain hum aksar figure ko prefer karty hain lekan wo Shahid future ya past Ke bat kr rha o is liey humy deeply news ko read karna chiey aur agr smj ni Ha rhi to kisi se b help leni chiey
      • #4 Collapse

        Forex market ky related news tou time to time ati hi rehti hain lekin unko read kerny ky liay bhi expert analyst ky analysis bhi agar hasil ker liay jaen tou phir ham aesi news sy faida hasil ker sakty hain warna news ko read kerny main age mistake ker di tou kyun ky market ki news time main movement bahot zyada hoti hai tou account wash hony ky chances hoty hain
        • #5 Collapse

          Gee aap nay theek kaha hai forex news ko humain kabhi bhi nazar andaaz nahin karna chahyea aur daily subah forex news ko check karain aur unn kay analysis bhi karain kay aye woh news firex market oer kya impact dal sakti hai hamesha forex news ko positive lain aur unn ko zaroor follow karain
          • #6 Collapse

            Yes dear ap ki bat theak ha ham news ko follow ni karty aur na he samjhny ki koshsish karty hain is liye ham achi trading ni kar sakty.daily base p forex ki news ati hain hamyn chahye news ko follow karyn aur achi tarha analysis kar k trade lagayn kyun k news k time market ki movement bht fast hoti ha agar trade ghalt lag jaye tu account wash bhi ho sakta ha aur expert traders news k time trading kar k faida uthaty hain
            • #7 Collapse

              G ap.ne theek kaha k forex market main daily news aati hain aur aksar hum news ko read karne k bawajod bhi positive trade nai kar sakte tou is ki waja ye hay hum news ko sahe se read nai karte ya humain news read karne ki sahe samjh nai hoti jis wajha se hum news par sahe kam nai kar pate aur positive result nai mil pata
              • #8 Collapse

                gi humy news sy positive ideas lena chaye ye hum pe depend nahi karta balky hum news pe depend karty hain or hamari trading main news ki bht hi zayada important hai agar hum news ko read kar k trade leni chaye or ye sahi rasta hai .
                • #9 Collapse

                  dear humainy chahiey kay hum news event ko deeply analysis karay or news event me forecast ki value hoti hain un ka b aik graph banta ha jis ko hum agr technical analysis karay to news ko positive me lay kar bohat kuch seekh saktay hain hum current news ki b pridiction kar saktay hain balkay next anay wali news ka b humainy idea ho sakta ha is liey news ko tukay kay sath nehi news samaj kar trade karna chaiey ta kay ap kuch learn kar sakay
                  • #10 Collapse

                    forex ki news say hamain sya pata lagta ha kay kis time main market ki movement fast ho gy.bhai bat ya ha kay forex news say hamain ya to pata lag jata ha kay kon si news say pichly dafa kaya kiya tha.bhai news market main ati ha mager ya pata nahi hota kay kon si news market ko bye main ly ker jay gy ya phir sell mian hum news ki madad say sirf ideas laga sakty ha.market main conform kaya ho ga ya koyi nai janta.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      assalamualaikum dear apny buhat hi achi post ki hy main apki bat sy ittifaq krta jo bhi daily new release hoti hain hamin zaror read krna chahye news read krny sy hamar exprine main mazeed ezafah hota hy or sath sath markeet ki moving main pata chlta rehta hy k markeet ki kya sorty hal hy

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X