forex account open kerwanay k liya bill ka hna zaroori hai kia
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    AOA. bhai shb zaruri nhi k ap ka bill hi ho ap apni bank staement k through hi apna account verify kar lean to behtar ha ic tarhan zayada masil ka samna nhi karna hoga.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      dear bill kai honai lazmi hai ap kai is sai account kai pata chaltai hai or kuch asa docoment hotai hai jin kai honai bhut laizmi hai hemrai liya humhai apna account verfiy honai lazmi hai kuch docoment kai illwai hemrai account reopen ni ho saktai
      • #78 Collapse

        yar ap bill se bhi account ki verification karwa sakte hain or ap apne domicile or apne id card or apni bank state ment se bhi withdraw karwa sakte hain
        • #79 Collapse

          yeah! brother bill ka hona is liye zaruri hai k ap ka account verify hota hai tab hi ap apna account open kar sakty hain agar apk ghar ka bill apk name py nahi hai tw ap apny naam karwa k hi bill sy apna account verify karwa sakty hain or ya lazim hai
          • #80 Collapse

            jee bhai yeh insta forex kay account ki verification ka procedure hai app ko cnic english wala aur koi bhi utilty bill chahiye hota hai apne account ko verify karwanay kay liye without verification trading nahin kar saktay.
            • #81 Collapse

              g bhai mai samjta hu forex acount ko open karne k liye unki requirment ka hona zarori hota hai and unki requirment k mutabik humay 1 and 2 levels diye jate hai
              • #82 Collapse

                Dear ap ka question acha ha to dear dhaka agr ap insta forex account ke bat kr raha ho to as ka leya N.I.C card jo English ma translate ho aro bil ka hona be zorore ha agr nahi ha to phir ap ka pas bank account ke statement ho zorore ha.
                • #83 Collapse

                  han aap utility bills ya driving licence bhi istemal kar sakte hain forex me ap ko jis me sahulat nazar ati hai us me ap apna accopunt clear kara sakte hain i think forex me account verification bohat achi cheez hai is se hamara account more secure hota hai .
                  • #84 Collapse

                    ap ne acha sawal kia ha ma ap ko bata ho jab is ka account bnaya jhtha ha is mainhum ko koi b bil ada nhikarnha parth ha is leey hum is ko free main hasil kar sakhty hain
                    • #85 Collapse

                      my dear forex account open karny k liye aap ko first level main passport ya CNIC upload karni hoti hai aur second level main agr aap k name pe bill nahi hai tou aap bank statement ya driving license b upload kar sakty hai.
                      • #86 Collapse

                        bhai jan instaforex ka account verify krvany ky liy do level ka verify krvan boht zarori hy pehly evel ki verification ky liy id card upload krna parta hy jub ky dosry level men ya to domicile upload kr do ye bill upload kr do
                        • #87 Collapse

                          bhi muje is k bare me itna khas tu personaly nai pata albatta me ne bhi ko dekha tha and osi se sona tha k apka koi b apne nam ka bil hona zarori he tabhi ap insta pe acount attach kar sakte hen our apka bounes transfer hoga ,
                          • #88 Collapse

                            yes my dear bother ap na insta Forex trading k account k le bill zaroori hy bother kaho k online ma best real work hy bother huma Forex trading sa achi income kama skate hy bother best work hy bother
                            • #89 Collapse

                              ji bhai jahan tuk meen samjhta hoon account verify kurwanay ky liye utility bill ka apnay naam oor adress sy hona zarori hy, agar aap ky naam pur naheen hy tu aap ko es ky liye koi dosra hul dhondna ho gy jis ky liye aap apnay naam sy ptcl ka connection ly saktay heen.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                Brother insta forex account verified karney kay liye cnic or bill address ya driving license and bank statment yeh cheeze hona zaroori hai ager ap kay pass bill address nahi hai to ap apney bank statement address par account verified kara saktey hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X