Profit ka target specific or measurable hona chaya
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Profit ka target specific or measurable hona chaya
    Huma profit ka target lazmi rakhna chaya or huma maloom ho ka profit hum na kitna gain krna hai is s zyada agr ap lalach karain gain tu loss ho sakta hai profit ka traget ap ko clear hona chaya ap ki kia rayi hai is bara mai
    Last edited by ; 12-10-2018, 09:35 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear apki bat thk hai hamen apna maqsad aur goal ka pta hona chahye tb ja k hm apna goal achieve kr sakty hain aur us goal k lia effort krna hamara maqsad hona chahye hmen apna maqsad jitna clear ho ga hm ko usy achieve krna utna asaan ho ga. Thanks
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Farhan Malik پيغام ديکھيے
      Huma profit ka target lazmi rakhna chaya or huma maloom ho ka profit hum na kitna gain krna hai is s zyada agr ap lalach karain gain tu loss ho sakta hai profit ka traget ap ko clear hona chaya ap ki kia rayi hai is bara mai
      Assalamualaikum Ji Bhai aapne bilkul theek kaha ke hum a daily basis par Apna profits add kar lena chahiye kitne profit upset kar lete hain usse Jyada ki naraz mat Kare agar aap create Karenge aap Jyada chance loss Mein Jayenge aur agar aap itna Prophet Hassan kar lenge Jitna ki aapne target kiya tha uske baad aap apne post par concentrate kare concentrate
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Farhan Malik پيغام ديکھيے
        Huma profit ka target lazmi rakhna chaya or huma maloom ho ka profit hum na kitna gain krna hai is s zyada agr ap lalach karain gain tu loss ho sakta hai profit ka traget ap ko clear hona chaya ap ki kia rayi hai is bara mai
        Assalamualaikum Ji Bhai aapne bilkul theek kaha ke hum a daily basis par Apna profit set kar lena chahiye kitne profit upset kar lete hain usse Jyada ki naraz mat Kare agar aap create Karenge aap Jyada Chance Le Jayenge aur agar aap apna Prophet Hassan Itna kiya tha Aapne Threads per concentrate kare
        • #5 Collapse

          dear ap ko take profit itna rakhna chahiey kay wo ap kay analysis kay hisab se hit ho jaey
          take profit ki selection time par ha
          dear agr ap 15 mins ya 1hours me trading kar rehay hain to ap ka take profit support ya resistance se 5 pips pehlay hona chahiey or kam pips me lagay ga 15mins or 1hours me agr ap 4hours or day me analysis kartay hain to ap ka take profit zada lagay gay par hona kisi support and resiatanec par hi chahiey
          • #6 Collapse

            Ye aap nay bht achi baat ki hay k target hoona chhye hay k nahi acha yehi hay k app apna daily ka aik target select kar lain k Mainay itnay dollar earn karnay hain to bas apna target achieve karnay k baad trading close kar k enjoy kareen
            • #7 Collapse

              agar hum profit ka target set kar kay trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay es business main humay money managemnet karni chahiye kyun keh money managemnet kar kay kam karnay main he faida hota hay tab he hum safe earning kar sakty hay jab lalach say hat kar kam karen gay
              • #8 Collapse

                jo bhi profit humey trade se lena hota hay uska knowledge humey pehley se hona chaiye apnay target ko specific kar len aur jisko risk reward kehtay hain usko analysis kay duraan he dekh len kay yani ye measure kar lena chaiye kay humey kitna profit aa sakta hay takay jab aap trade lagain aur wo award aap ko jab mil raha ho aap le kar side pe hojaen...
                • #9 Collapse

                  g han bhai apki bat shai hai forex trading main har trador ko chahye k wo apni trading ki qabliyat par apna t.p set kary q k jub har trador lalach main a jata hai or zeyda profot ka target set kar deta hai tu un ko loss k chances barh jaty hain tu hmain chahye k hum market ki sort e hal se wakif ony k bad trading karen or apna proft earn karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Profit ka target specific or measurable hona chaya

                    agar hum aik target set kar kay trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur es business main khoob time daina chahiye kyun keh time dai kar seekh kar he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main money management karni chahiye aur sabar say he kam karna chahiye
                    • #11 Collapse

                      Re: Profit ka target specific or measurable hona chaya

                      G bhai jan aap naybye baat bohat achi ki hai kay profit achieve karnay ki aik limit honi chahiye aur agar ap nay apna profit ka target achieve kar liya hai to phir aap ko trading nahi karni chahiye lekin agar aap lalach main ajatay hain kay ziada say ziada profit hasil kiya jaye to ho sakta hai aap lalach main aa kay koi wrong decision lay lain gay. Is liye prifit ka target set karna zaroori hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Profit ka target specific or measurable hona chaya

                        forex mai hamy target bana kar kam karna chahey pher he hum acha profit gain kar saky gy forx aik online business hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain
                        ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Profit ka target specific or measurable hona chaya

                          forex mai agar hum profit gain karna chatey hain to hamy ache learning hasial kar ky ache planing kar ky market ky rules ko follow karty howe or market ky up down ko dahkty howe analysis ko use kar ky kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit hasial kar saky gy or target pura hony ky bad hamy trade nahi lagane chahey

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X