What is Risk Aversion

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #571 Collapse

    Risk reversion is whwn a trader dont want to take risk and save his mony in forex trading currency up and downs or fluctuation is part of business so when trader quit and avoid taking risk and start saving rest of his money is called risk aversion
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #572 Collapse

      aap ki definition se mujeh knowledge he mili hai lekin abhi me market me itna ziada experienced nahi hon ke apni raye de sakon risk aversion ke bare me lekin mujhe aap ki baat se kafi samajh me aaya hai is ke bare me ab agay or is per research kar ke knowledge hasil karon ga me .
      • #573 Collapse

        In economics and finance, risk aversion is the behavior of humans especially consumers and investors when exposed to uncertainty to attempt to reduce that uncertainty.....
        • #574 Collapse

          risk ka hona her ik business main hota hai laikin is kaam main hum is cheez say khud ko minimize kr saqty hain agar hum nay khud ko ik pattern main move krty hian or lalach nahi krty hain is say earn krny main kun k is mian hum ko ik limit k sath move krna hota hai
          I LOVE PAK FORUM
          • #575 Collapse

            eskay bary main mujay ziada nahi pata forex trading main risk ko agar hum apny experince kay hesab say manage karen gay tab hum market main stable earning kar sakty hay aur es trha humara lalach bhi khatam ho jata hay
            • #576 Collapse

              eskay bary main mujay theak say nahi pata mery khyal main ye bhi aik risk ki kisam hay aur humay trading main kam say kam risk lena chahiey kyun keh risk ziada rakh kar hum trading main loss ko awaz daity hay
              • #577 Collapse

                risk aversion kay bary main theak say nahi pata forex trading main agar hum risk lain gay to humay loss kay chances ka samna kar parta hay so humay chahiey keh kam say kam risk lain aur choti lot size say trading karen
                • #578 Collapse

                  risk ka matlab hai kay ap apni investment loe kar jaiy gay aur aisay tub tak jari hi rehta hai kay jub apkay pass aik achi information hi nai hoti hai is liay ap har baar lost karay gay
                  • #579 Collapse

                    risk tu apko apki life kay aik aik step pe dekhnay ko mil;tay hai is ka kya matlab hai kay ap jena char detay hai nai dears apko is ko jan na ho ga kay ye kya hai aur is ko kis tarah say kum kiya jaiy
                    • #580 Collapse

                      Bhai g apna forex mai risk aversion ke bare mai pocha hy mai apki is sawal ka jawab nai da sakta kun ke mai is busniss mai ubi new aya hun or is ko seekh rha hun
                      • #581 Collapse

                        YES dear ap na jo swal kya ha woh waisa to theek ha but issue yehi ha ka forex market ka ander kam kkrna ka liya jo sub sa zrori cheez ha woh yehi ha ka forex market ap ka liya mzadar hoti e tb ha jub movement fast ho woh best time hota ha risk la kr khalina ka and es ka ilawa market aversion to yehi hota ha but best time of profit earning bh yeh hota ha dear
                        • #582 Collapse

                          her trader k liye market unpredicatle si hoti hai kun k koi garanted services provide nae krta ic liye trade jub lagatay hain or wu loss man jai or itni nichay chali jai k ap ka account risk man chala jai tu ye risk aversion show krta hai.
                          • #583 Collapse

                            risk buhat zayada hota ha forex may kaam karty howy jab b ap forex may koi entry lagaty han tu ye market k direction k hisab say b ap lagyen gay tu phr b ap ko loss ka samana karna par skta ha is lye be carefull and use advisor
                            • #584 Collapse

                              risk ki kismo kay bary main mujay khass elam nahi hay albata agar hum trading main kam say kam risk lain gay to tabhi hum trading main kamyab ho sakty hay apny experience kay mutabiq risk lena chahiey
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #585 Collapse

                                thanx for sharing such an informative post with us is se newbies ko kafi faida ho ga aur un ko bhi jo is baat ko nhi janty hongy lehaza merey khayal se tou is type k informative post hony chayein is se dusroo ko kafi help ho jati hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X