Kia ap trade kisi ki advise pr krta hain ya apna analysis pr krta hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia ap trade kisi ki advise pr krta hain ya apna analysis pr krta hain?
    Kuch log trade maj entry lana s pahla hamesha dosron s analysis or tips lata hain. Mara kahyal mai huma dosron pr hamesha rely nahi krna chaya. Ap kia karta hain dosron ki tips pr trade krta hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear apk sawal kable kadar hay ,jub tak koi bhi banda kisi business ko kisi kay isharay pay karta hay tab tak wo insaan kisi na kisi ka mohtaaj rehta hay aur jo apnay hisaab apnay anlysis say kaam karta hay wakti tour pay usay lagata hay k main bahut mushkil main hoon ,shayed maira business mujhay lose daiga thora bahut lose lainay k baad jub usay us ki samjh ati hay to wo hamaisha k liye us main skills hasil kar laita hay so hamain forex business main kisi k bhi signals pay kaam nai karna chaye q k signals walay hamain koi knowledge nai daitay hain wo hamain hamaisha apna he mohtaaj rakhtay hain is liye aisay kaam say say best hay ham iasa kaam karain he na.
    • #3 Collapse

      trading mein advice se hi analysis karty hen aur trade lagany mein bhi mashwara lety hen.agar apka jan'ny waka koi acha trader hy to us se mashwara karna chahye.auq international market ki news bhi parhni chahye.
      • #4 Collapse

        Dears ye experience per depand kerta hai agar experience Acha hai to khud trade krain wesay main khud hi anlyses ker k trade kerta hun agar ap logun ka experience kam hai aur anlyses achay say nahi ker sakty to apnay senior and teacher say rebtay main rakhain jesay wo trade k kaha to aisa krain apnay dil ki na mana in market k dill ki manaion.
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Farhan Malik پيغام ديکھيے
          Kuch log trade maj entry lana s pahla hamesha dosron s analysis or tips lata hain. Mara kahyal mai huma dosron pr hamesha rely nahi krna chaya. Ap kia karta hain dosron ki tips pr trade krta hain?
          Assalamualaikum GP agar aap Kisi cae analysis favourite read Karte Hain To isme koi problem nahi hai lekin agar aap apne analyser Jise trade Karenge to aapko staring ki Nali Haseen Ho Jayegi aur aap aasani se trading business Mein Aake Bhar sakte hain aur agar aap apne Dosto ke sath Mashwara Karke bitrate Karenge to isme Bhi Koi Khaas nahi hai aur Agar Yeh zaroori Hoga ke aap Ek Doosre Mathura Karenge Mushaira Karenge to aap acchi trade bana sakte
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Farhan Malik پيغام ديکھيے
            Kuch log trade maj entry lana s pahla hamesha dosron s analysis or tips lata hain. Mara kahyal mai huma dosron pr hamesha rely nahi krna chaya. Ap kia karta hain dosron ki tips pr trade krta hain?
            Assalamu Alaiku G bhai agar aap agar Kisi cae analysis February trade Karte Hain To isme koi problem nahi hai lekin agar aap apne analysis citrate Karenge to aapko staring ki Noni Haseen Ho Jayegi aur aap aasani se trading business Mein Aake Bhar sakte hain aur agar aap apne doston mein Saath Mashwara Karke bitrate Karenge to isme Bhi Koi Khaas nahi hai aur Agar Yeh zaroori Yeh a Mushaira Karenge aap accha chat kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Asslamalakum well may tu apni hi trand laga kar karta hon kyu kay advice worng bhi ho sakti hai kabhi kabhi per app us ko blam karo gya tu isliya app ko cahta kaya pp apni annaalises per focused karay jtab hi app ak kameyab trader ban saktay hai
              • #8 Collapse

                agar hum trade khud karen gay to eska he humay faida hota hay es business main humay lalach nahi karna chahiye kyun keh lalach kay chakar main market main earning nahi hoti aur humay khud money management karty huway trade karnay main he faida hota hay aur es trha hum loss kay risk say bhi bach sakty hay aur safe reh sakty hay
                • #9 Collapse

                  Trade Krne K lye laazmi nhi hai aap kisi ki advice ke tor p chlen ya uski follow krke trade kren, i suggest agr koi new user hai to usko first of all study krni chaye knowledge gain krni chaye trading k related topics p and kisi experienced traders se help le k uss s guidelines leke then khud ki calculations and analysis k base pe trade kre, ku k jab aapko apne mindset pe pata hoga k trading kese krte hai to aapko uss mein experince gain hota for future trading.
                  • #10 Collapse

                    dear ap ki baat theek har wakt ap ko dosroo se mashwara lena nehi chaiey balkay khud b market me analysis kar kay apni performnlance ko check karna chahiey kay ap akelay kaya market me survive kar saktay hain par jub ap ko kuch samaj na aey to expert traders se aik doo baar zaror mashwara lay or phr os se learn b karay
                    • #11 Collapse

                      Trading aik asa business hai jis men loss be posible hai and profit be kisi or se advice par trade lagane se acha hai unki galatiyun ko dekho phly trading seekho jo experienced hain unse idea lo hr koi alag alag idea dega phr un idea ko compare karo jo ziyada quantity men match hote hain unpar follow karna chahye par idea humesha experienced logon se hi lena chahye.
                      • #12 Collapse

                        bhai jab main apni trading kerta hoon.to main apnay dosto say trading kay baray main ray zaror leta hoon.is say mujay apni trade karnay main asani ho jati ha.mager phir bi trade karty howay mujay jo bahter lagta ha.or jitna maray pas trading ka knowledge ha main uska use karty howay apni kud say trade main acha profit earn karnay ki pori koshish kerta hoon
                        • #13 Collapse

                          Starting mein trader ka pass ziada knowledge nhi hoti isi lia trader expert ki analysis ko follow krta hai this is not a bad approach but hamesha koshish karni chaiyee ka trader apni analysis kra aur apni analysis ko follow kra.
                          • #14 Collapse

                            G dear main apny barh main ye kahu gi k main forex trading main new hun or learning k marahal main hun .to mera yahi jawab ho ga k main kabhi kabhi signal pe trade lagatj hun or kabhi khud se .abi learning proccess bhi chak raha ha to is liye .
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              bhai boht se traor apni trading ko signals par karty hain jub k main apni trading k liye khud analsye krta hun main aphly apni bhai se help leta tha maghr abhi aysa kuj anhi hai jub main cionfuse hota hun tab main apny bahi ki help leta hun other wise main khud mahnt kar rah hun allah mujhy kamy kare or ap sub ko bhi kary ameen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X