New trader ko hamesha loss kiyon hota hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New trader ko hamesha loss kiyon hota hy
    Dear jub bhi koi new trader forex ko join karta hy to usy experience kuch ni hota aur wo smajhta hy k mein trad karon ga esy k up jaye to lot up lgaon ga aur down gyi to lot down lgaon ga ye bohut badi galti hy kiyon k markit kabhi aik mdar mein ni chalti hamesha new new trend mein chalti hy to new trader ko loss is liye hota hy k koi experience he ni hota aur nahe koi knowledge hoti hy
    Removed by moderator.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai apki bat thk ha keh new traders ko hamesha loss hota ha is ki waja yeh ha keh woh hamesha jald bazi aur baghair mashwary k trade krty hain jis waja se loss hota ha New trader hamesha Koshish kren keh mashwary se trade lagaen tuky aur jald bazi se kam na lain. Thanks
    • #3 Collapse

      Dear aap ki baat bukal thek hay main aap ki baat sa itafaq karta hoon kohi be new trader jab trade start karta hay tu us ko na tu markit ka knowledge hota hay na he exprence hay aur markit ka analysis be nshi karna aata hay aasa trader jab trade karta hay tu us ko lose lazmi hota hay iss laya bar bar bataya jata hay k demo account main zayada sa zayada exprence hasil kar k real trade main aana chaya
      • #4 Collapse

        koi bhi trading ho ya busness jab tak experience nhe aa jata loss k chance zyada rahty hen.koshash karen shoro mein muhtat trading karen.apny friends se mashwara kar k trade lagaen.shoro mein loss ho jana koi bari bat nhe eslye disheart nhe hona chahye.
        • #5 Collapse

          Je bhai ap ny thek kaha hai k new trader forex ko asan samjh letay hain k buss buy aur sell karty jana hai yehi trading hai lekin aisa bilkul nahi hai market har second mein eik new trend leti hai iss ley jb tak hum issky movement ko samjhien gy nahi hamien hamesha loss hi ho ga aur mien hum sirf apna time waste karty hain
          • #6 Collapse

            asal main koi bhi kaam jab tak experience na ho tu sehi tarha anjaam dena kaafi mushkil huta hy aor experience tu time k saat hi hasil huta hy is lia new jo bhi aatay hy pehle pehl tu bas jo bhi zehen ma aaya wohi wo ker detay hyn jiska baad ma unko nuqsaan uthana parta hy aor in hi ghaltiun se wo sabaq hasil kerte hy.
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Rishi پيغام ديکھيے
              Dear jub bhi koi new trader forex ko join karta hy to usy experience kuch ni hota aur wo smajhta hy k mein trad karon ga esy k up jaye to lot up lgaon ga aur down gyi to lot down lgaon ga ye bohut badi galti hy kiyon k markit kabhi aik mdar mein ni chalti hamesha new new trend mein chalti hy to new trader ko loss is liye hota hy k koi experience he ni hota aur nahe koi knowledge hoti hy
              Assalamu Alaiku bhai Mere Khayal mein new Jada Jada nuksan isliye kar lete hain Kyunki Unhe experience nahi hota Aur Woh Meher analysis on use Ko Dekhe bare trade kar lete hain Jiski wajah se wo log Ka Shikar ho Jate Hain agar aap trading business karna chahte hain To Apne analyses of Forex newspaper Nazar Rakhna
              • #8 Collapse

                Dears aisi koi baat nahi because new trader ko experience kam hota hai aur wo gabhra jaty hain k loss ho geya kyunk wo sport and resistance ko bhi nai jantay and trade ka bhi kuch pata nahi hota k Khan sa buy/sell kerna hai aur loss ko kesay recover kerna hai new trader 1st experience gain krain damo per practice krain and apnay anlyses ko Behter krain sab say bari baat for new trader KILL ki na mana in.
                • #9 Collapse

                  Ji nice point ziadatar yehi daikhne main aya hy k newbi ko loss ziada hota hy us ki main reasons lack of knowledge, lack of experience, or gredy mind etc hain kiun k app new hotay ho or apni investment ko ak hi din main cover krne ki khawahish main hotay hain to us k lie app kam experience k sath ziada trade lga daitay hain jis se loss hota hy or over confidence bhi newbi main bht ziada hita hy jis se wo loss uthatay hain
                  • #10 Collapse

                    bohat acha sawal ha ager hum forex ma first of all trade open karta ha to per hum ko es leya loss hota ha q ka hum ko kuch experience nhi hota ha laken jab hum ko experience hona start ho ta ha to per hum ko achi earning be start ho jate ha es leya hum ko chaheya ka hum lot of learning karna start karda or per us ka bad hum ko achi earning start hojaya ga........
                    • #11 Collapse

                      new traders ko loss ziada tar kam knowledge ki waja say hota hay agar humary pass market kay bary main knowledge aur experince hay to he hum market main profit bna sakty hay aur humay chahiye keh es business main experince ko enhance karen aur tab he humari trading achi aur behtreen ho pati hay aur profit bna sakty hay esmain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        New member ko loss iss lye hota hai kyun k starting mein wo banda inexperience hota hai ussko koi knowledge and mind set nhi bna hota ke trading kese krni hai and then us ko loss ka saamna krna parhta hai, key things ye hain k kisi trader se guide line leke and trading pe learning krk and most important cheez demo account pe practice krke then live account mein trade kren to aapko loss ki sitaution face nhi krni parhegi.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X