Gold py loss hony k bawajod trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold py loss hony k bawajod trading
    Bhaio main nay note kia hay k forex trading mein bahut sy traders aesy hain jin ko gold py loss hi hota hay magar phir phir bhe wo trading gold py hi kartt hain is ki kya waja hay koe bata sakta hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear gold pe trading ki sab se barri waja gold men achi movement ka hona hai gold men jab achi movement hoti hai aur ham gold k trend k sath chal rhe hote hain tab hamen acha khasa profit mill jata hai ho k hamen other kissi pair se nhi mill pata hai isliye bahot se log sirf aur sirf gold ki taraf hi bhagte hain hala k wo apna kafi loss kr chukke hote hain magar phir bhi gold ko ni chorte hain
    • #3 Collapse

      Assalamualykum dear, ap ka question buht acha hy actually gold pay jo log trading karty hyn un ko es chez ka pata hy k gold main ap ko kam waqt main zyda profit milta hy ya agr los be ho to voh be usi ratio say hota hy es liey jo ayk bar gold main trading start kar ly voh phir esi main he try karta hy k trade kary kun k baqi trade main profit ki ratio km hy aur time zyda lagta hy.
      • #4 Collapse

        Yes dear gold par market ki bahout ziada move ment hoti hai jis waja sy hum gold par trading karty hain q k jahan gold loss daita wahan par gold sy ziada profit bhi earn kar sakty hai lekin usky k ley ap k acount mein kafi sara balance ho q k gold mein profit lenay k ley zarori hai k apka acount manage ho
        • #5 Collapse

          jis ne bhi gold pe trading ki hy aur usy profit howa ho to wo trader gold pe hi trading karta hy eski waja gold pe trading mein result jaldi mil jata hy .loss ho ya profit zyada wait nhe karna parta.apar ap gold ki market pe sahee analysis kar sakty hen to ye ake bhot hi profitable hy.
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali051 پيغام ديکھيے
            Bhaio main nay note kia hay k forex trading mein bahut sy traders aesy hain jin ko gold py loss hi hota hay magar phir phir bhe wo trading gold py hi kartt hain is ki kya waja hay koe bata sakta hay
            Assalamualaikum Ji Bhai agar aap gold plated kar rahe hain aur aap ko lost ho jata hai to aap to Pareshan hone Ki Zaroorat Nahi Hai aur aap ko chahiye kya aap apni trade ko laga kar rakhe aur uske analyses Kare Ke next moment Kya Hogi Agar aapko next movement ke baare mein Badal Jayega To aap ko pata Hoga Ki trade nuksaan McCartney hai ya nahi
            • #7 Collapse

              Bahyoo trading main loss ka hona eskahisa hai ye experience deta hai sekhta hai k greed say avoid krain gold per trade jaldi loss ko recover ker deti haiesliy gold per bar bar trade hoti hai Es per efficaterbhi hotay hai jab k ceriency per pair hotay hain gold ka loss and profit hisa hain loss ho ga to kuch ihsas ho ga loss hona bra baat nahi Esko recover kerna Acha baat hai.
              • #8 Collapse

                bohat acha sawal ha ager hum ko forex ma achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum forex ma gold be trade open karna start karda ager hum ko forex sa achi earning start hote ha to wo serf gold ha es leya hum ko gold ma lot of trade open karna hoga ta ka hum ko achi earning start hojaya............
                • #9 Collapse

                  Gold ki movement tez hoti hay aor trade ka faisla jaldi ho jata hay aek dafa jin traders ko gold profit deta hay wo phir gold k elawah trade hi nai lagaty halan k gold mein bahut zyada loss karty hain aesy traders
                  • #10 Collapse

                    agar humay loss ho raha hay to humay daikhna chahiye keh hum kahan galit kar rahy hay kyun keh agar hum galtio ko theak kar kay trade karnay main he faida hota hay aur agar hum gold par trade karnay kay liey humary pass experince ko enhance kar kay trade karnay main he fadia hota hay tab he humari trading achi aur behtreen ho pati hay
                    • #11 Collapse

                      Jnb bat yeh ha k loss kisi bhi pair main ho skta ha beshak wo gold ho ya koi aur pair gold men trading pori dunia main bahut ziyada hoti ha aur gold ki market fast honay ki vja say log ziyada tar gold pay trading krnay ko preper krtay hain so gold pay loss hota ha lekin tasveer ka dosra rukh bhi daikhna chaheay gold pay profit bhi thek hota ha so aisi koi bat nai jnb gold pay sirf loss hota ha gold pay profit bhi hota ha.
                      • #12 Collapse

                        Dear mostly log gold trading main iss liye bhaagte hain ke kyun ke wahan pr as compare to pairs achi profit earn hoti hai lekin unko profit ke bajaye sirf ulta loss hi hota rehta hai and wo na to us se kuch learn krte hain aur na hi kuch improve and gold pe trade order krte rehte hain to aise trade ka kia faida jis main ap ko na to profit milta ho na hi aap ko us se mistake se learn krne ko mile aap ko profit gain krna hai currency pairs pe trade kren ziada lalach ki waja se aap ka account wash bhi ho sakta hai.
                        • #13 Collapse

                          g wja to koi khas nh honi chahy kio k loss to hr pairs pr hota hy agr ap ksi pairs pr br br trade krty jo to ye apka experinse hoga or apko next time us ki movmnt ka pta chl jta hy br br trade krny sy koi bt nh trading mn loss profit to chlta rhta hy
                          • #14 Collapse

                            dear forex main lose business ka ik bahut he aeham hisaa hay hamain kabhi lagta hay k ham nay gold pay lose kark hamaray sath bahut bura huva asal main gold aik bahut he maintain rehna wala pair hay agar kabhi hamain is main lose bhi hota hay to wo hamari bahut jald baazi say hota hay so mairay khayal say jitni best movement gold ki hay utni kisi ki bhi nai hay isi liye hamain is pay aitbaar hay ham lose kay bwjood bhi is pay trading kartay hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Gold py loss hony k bawajod trading

                              hello dear friend gold par trade karna ki waja ya ha k agar eak tarif onha loss ho raha ho to dosri tarif gold onha acha profit b da raha hota ha sab currency k mukabla gold hama zaida earning data ha q k gold ki movement kafi taz hoti ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X