Trade krny ka asaan tareeqa
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade krny ka asaan tareeqa
    Ye jo mein strategy btany lga hn ye day one time frame k lye ha.es me sirf thirty minuts ap k lagaen ge.ap subha chart open krean.sb currancies aur matel jo achy hn un ko bari bari daikhaen un mein trade talash krean trade wohi laini ha jo ap ko aik veiw me pta chal jye k ye trade achi ha.jb sb ko ap analyze kr k three to four trades talash kr laen tu apny account blnc k hisb se trades select krean jo un sb me achi hn aur phr wo trades le lean.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Mere khyal main tou sab se best trade humare liay h4 ki hoti hay h4 time fram par hum jo trade karte hain us se hum zada behtar trade kar sakte hain aur acha profit hasil kar sakte hain baki har trader k kam krne ka apna aik tarika hota hay jis kk jo time fram best lagy wo us par trade kar sakte hain agar hum h4 par bhi currancy ya metal par ache analysis kar k trade karte hain tou boht acha profit hasil kar sakte hain
    • #3 Collapse

      trading karnay ka sab say asan tariqa knowledge hay agar hum knowledge ko enhance kar kay trading karen gay tab he hum forex trading main acha profit bna sakty hay aur esmain safe reh sakty hay es business main money managemnet karty huway khoob demo account par trading ko seekh kar he real account par tade karni chahiye
      • #4 Collapse

        g han bhai paki bat sahi hai forex trading main trading karny k liye sub kuj tollos use karny k bad jub hum trading karty hain tu hmain sub se zeyada zarori yah hota hai k hum achi trah se har point ko analsye kar k trading karen tu hum achi trading kar skty hain es trah hum apni trading main risk ko ka kar skty hain or achi eraning gain kar skty hain
        • #5 Collapse

          Re: Trade krny ka asaan tareeqa

          hamy ache learning hasial kar ky ache planing kar ky trading karne chahey or hamy daily demo account mai 2 ganty practice karne chahey is mai kam karny sy hamry knowledge or experience mai azafa hota hain or hamy greed ko qabo mai rahkty howe kam karna chahey or hamy dosroo ke copy pasts sy guraz karna chahey
          • #6 Collapse

            Re: Trade krny ka asaan tareeqa

            g haan bhai jaan as main trading karne ka asan tarika ye hai kee ham ko as main dil lga kar as main trading karna chahiy hao aor asmain ham ko ache se trading karna chahiy hai tu hi ham as main ache se kamyab ho sakte hain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Trade krny ka asaan tareeqa

              Forex main trade karny ka sab say asan tarika ap ko sub say pehly planning karni hoti ha ar ap ashi planning bhi tabi kar sakty hain jub ap k pass experiance ho ga ar demo account pe pratctise karty hoay ziada say ziada knowledge hasil kar sakty hain phr usi knowledge ki base par ap ashi planning karty hoay asha profit kama sakty hain

              اب آن لائن

              Working...
              X