Forex trading aur indicator

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading aur indicator
    Assalamualykum friends, main nyn suna hy k forex trading main indicator be hoty hyn jo apki trade lagany main help karty hyn? Kia aysa hy ya phir yeh indicator use karny cahieyn ya ni?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Sir forex trading kay plate form mt4 main hum trend ko watch karnay kay liay indicator use kartay hain, and kisi bhee indicator per hum 100% trust nahi kar saktay, because indicator humain profit nahi detay but kuch had tak hum es say trend ko watch kar kay trade ka analysis kar saktay hain.
    • #3 Collapse

      Assalam o allaikum forex trading may MT4 may indicator ka hum use karty hain in indicators say hume ye pata chalta hai k is waqt trend upper ko hai ya nechy ko.indicators say hum trend to maloom kar sakty hain likn hum in indicators ko 100 percent trust nhi kar sakty hain. hum apny experience ar knowledge k mutabiq trade karna chaye ar ziada depend nhi rehna chahye indicators par.
      • #4 Collapse

        G han forex trading main kafi indicatires use hote hain ko k humain market trend ko samjhne main help karte hay aur boht se log indicatore ka istmal bhi karte hain par is k sath sath main ap ko ye bhi kaho gi k ap sirf indicatores par hi trust nai karain balke khud bhi market trend kk watch karain aur samjhne ki kosish karain ye ap k liay zada best hay
        • #5 Collapse

          dear Forex trading members Pakistan Forex forum mein basic knowledge mojud hai aap ko planning Karni chahiye time table set karna chahiye hey Pakistan Forex forum main post or Threads generate karo knowledge gain karo demo account mein real work karo aur zyada Bonas hasel karne ke baad trading Mein investment karo aur profit gain karo
          • #6 Collapse

            Indicators ko use kar kay ap apnay analysis ko easy bana saktay hain par ap ko compelete indicators par nehi rehna chahiey blkay apna kuch minds or market me price action ko b use karan chahiey or indicators kafi types kay hotay hain kuch indicators trend kay liey hain or kuch range market kay liey ap ko market ki condition kay hisab se indicators ko choose karna chahiey
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Forex trading mai signal aur signs bht important hooty hain qk in se bht guide line milti hay k market mai kia trends chalay ga aur apko kia trading karna hay

              اب آن لائن

              Working...
              X