Forex trading aur lalch?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading aur lalch?
    Assalamualykum friends, mera sawal yeh hy k jesy insan natural lalchi hota hy es liey kia forex main insan ko lalch karna cahiey kia?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Walakam islam dear baat ya hay lalach insani fitrat ka hisa hay jo insan apni lalach per qabo nahi pa skta hay wo kisi kisam ka bissniss nahi kar sakta hay ager ap na bussniss main success hona hay tu apni lalach per control karna ho ga aur instaforex main jo sab sa bara dushman hay wo lala hay lalach trade main zayada lalach k chakar main hamara profit lose main change ho jata hay
    • #3 Collapse

      bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum forex trading be lalach na kara warna hum ko loss ho sakta ha es leya ager hum forex ma greed karta ha to per hum ko lot of loss ho sakta ha es leya kabi lalach nhi karna hoga warna loss ho sakta ha.............
      • #4 Collapse

        bhaijaan Forex trading lalich see avoid karna bahut zaroori hai Forex trading me confidence share trading karne ke liye market ka technical or fundamental analysis bahut important hai market Mein Humne trading ke liye zyada se zyada mhenut ki zarurat hoti hai dear Forex trading members market could technically analyse karne ke liye Chrat ka view karna bahut important hai
        • #5 Collapse

          Ni bilkul ni lalach kisi bhi field main ni krna chahiye or forex aisa business hy jis main admi ak bar profit milne per bht jald lalach main ajata hy or is business main lalach krne wala apna loss kr baithta hy is lie forex or lalach ko bilkul alag alag rakhna chahiye ta kay hum safe trading kr sakain or achi earning ker sakain
          • #6 Collapse

            Assalam alaikum bhai forex ak aisa business hai jis main ham agr lalch kran ga tu kabhe bhe profit nea earn kr sakta han ap kabhe bhe taraqi nea kr sakta agr ap na forex pai aga jana hai tu ap ko lalch nea krna chaya bus ap sabar aur mahnat sa kam kran ta ka ap bahut aga jao
            • #7 Collapse

              Bhai forex aik risky business hai aur her Banda yahan lalach Kar raha hota hai but me yahi Kahun ga keh ziada lalach ni karna chahya Jo bhi mil raha ho us par khush hona chahya beshak Thora profit hi ho raha ho aur AP ziada lalach na Karan warna loss bhi ho sakta hai aur loss recover karna bhi mushkil Kam hai bahot es Lia lalach ki trf na jayn to behter hai ..
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: qaisar774 پيغام ديکھيے
                Assalamualykum friends, mera sawal yeh hy k jesy insan natural lalchi hota hy es liey kia forex main insan ko lalch karna cahiey kia?
                Walaikum assalam Ji Bhai aaj Ek Baat Ko Apne Jahan Mein dalne ke Forex reading yea Duniya ke kisi bhi business Mein Jab Aapke Dil Mein Geeta Jayegi to office mein kamyabi Hasil nahi kar sakte Kyunki grade 1 Bhojpuri Cheez Hai Jisko Apne Paas Lana bilkul sahi nahi hai isliye upgrading Na Kare
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: qaisar774 پيغام ديکھيے
                  Assalamualykum friends, mera sawal yeh hy k jesy insan natural lalchi hota hy es liey kia forex main insan ko lalch karna cahiey kia?
                  walaikum assalam Ji Bhai aaj Ek Baat Ko Apne Jahan Mein dalne ke Forex trading yea Duniya ke kisi bhi business Mein Jab Aapke Dil Mein Krida Jayegi to office mein kamyabi Hasil nahi kar sakte Kyunki grade 1 bahut Buri Cheez Hai Jisko Apne Paas Lana bilkul sahi nahi hai isliye aap breathing Na Kare
                  • #10 Collapse

                    Dosto forex main lalach forex aur greed ka gehra taluq hai Es trading main jab koi adami lalach kerta haito wo loss kerta hai kyunk lossinsan ki apni galti say hota hai trad in main lalch na krain Jo profit milay lay lain and jab dobra trade milay to pher lay lain Es trah kam profit per pipes main profit lain trading main lalch per control kerna mushkil hai lakin na mumkin nahi hai.
                    • #11 Collapse

                      Dear apki bat thek hai insan lalchi hai lekin forex trading mein ziada ka lalach hi hamien loss daita hai tu hamri koshish honi chahiey k hum thora profit ly lien aur ziada k lalach mein apna acount wash na kar dien.hamien thoray par hi sabr karna chahiey ta k hum profit ly sakien aur market mein achi trading kar sakien
                      • #12 Collapse

                        Forex trading main lalach wala bnda kamyab bhi ho skta kun k lalach usy marwa dy GI or WO lalach k bgyr kam bhi kryn ga es liy Jo log lalach krty hyn in ko forex main aana hi bhi Chaney ...
                        • #13 Collapse

                          Greed lalach ap kise bhi kaam mein kartay han tu us business mein kaamyaab nhi ho saktay aur forex trading business mein agr hum lalach kartay han tu forex trading business mein kabhi bhi kaamyaab nhi ho saktay kiok greed ki waja se jtna lalach hota hy aur kise waja se nhi hota is lalachsee bach kar trading karni cahaiye
                          • #14 Collapse

                            Forex trading may khabi be lalch ni karni chahye kuen ky lalch be ek aisa tareeka hy jes say apko bhut bara nuksan uta sakty hy. Kune baaz time kia hota hy kah ap profit may jatay ho aur suddenly market apky against jata hy aur ap os profit ko stop ni karty yahi souchty ho kah aur ziada ho jyegy likin sab kuch hat say nekal jata hy. To khbi be lalch ni karni chahye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              greedy honay par ap consistent profit earn nehi kar saktay hain
                              dear trader forex me ap ko kabi b lakach nehi karni chahiey ku kay ap forex se profit tub hi earn kartay hain jub ap me consistent hoti ha or jub traders lalachi hota ha to wo zada profit earn karnay kay chakar me big lots ka use kar leta ha or os ko itna loss ho jata ha kay jo os nay profit earn kia hota ha wo b zaya ho jata ha or capital me se b loss hota ha is liey ap ko forex me smoothly kay sath profit earn karna chahiey ta kay ap ka capital or profit zaya na ho

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X