Forex trading mein ham ko pershan NI hona chahya...

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mein ham ko pershan NI hona chahya...
    Assalamualaikum agr ham chahty Han keh ham forex SA achi earning earn Karan aur as a business ka tor par Kam Karan to ham ko pehly bat hai pershan NI hona chahya aur without dar Kar Kam Karna chahya KU keh yahan loss bhi ho sakta hai aur profit bhi ho sakta hai to ham ko bahiudar hona chahya aur agr loss ho jay to pershan NI hona chahya aur us loss ko recover karna ka sochna chahya to hamary Lia bahot acha business hai..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Trading men agar hamen loss ho jata hai to hamen preshan ni ni a hai balke hamen uss preshani ka hal hilkalna hai agar ham kissi bhi problem ka ka preshani se nikalne ki koshish kren ge to ham kabhi bhi uss maslay ko hal ni kr saken ge hamen problem ko hal krne k liye zaruri hai k ham sabar se kaam len aur proper tareqe se mehnat kren tab hi ham apne maslay ka hal nikaal paen ge
    • #3 Collapse

      Walakam islam brother baat tu aap ki bukal thek hay k bussniss name he profit aur lose ka hay bussniss main aap ko kabi profit milay ga kabi lose ho ga same issi tarha instaforex trading main profit aur lose sath sath rahta hay balkay forex trading aak different tarha ka bussniss hay iss ko samjana k laya bhot time chaya iss laya iss bussniss main lose ka tanasib profit sa zyada hota hay lakan ya aak life changing bussniss hay iss laya jab lose ho tu pershan nahi hona chaya
      • #4 Collapse

        G bilkul thek kaha forex business daikhny mai jitna aasan lagta hai haqeqat mai usse bohat mushkil hai ik to humain isko thek tarah seekhna samjhna chahiye aur uske baad jo market mai up and down aaty hain uspe bilkul bhi preshan nai hona chahiye q k ye businesses ka part hai.
        • #5 Collapse

          Assalamualykum friends, bilkul thk bat ki hy forex main agr kam karna hy to humin himat aur hosly say kam lena ho ga aur humin preshan ni hona cahiey kun k har kam main up down hota hy es trah forex to international business hy es main humin zyda time dy kar samjhna parta he es liey patience say kam lena cahiey aur relx rehna cahiey
          • #6 Collapse

            Me ap logon ki bat se agree krta hon .dekho haar aur jeet life ka hisa hoty hen .hamesha yad rakhen haar jeet ki pehli seerhi hy jb tk harty ni tb tk ap me jeet ka jazba aur justaju peda ni hoti .haarny ka mtlb ye ni hota k ham disheart ho kr ya demotivate ho k beth jaen .dear wohi log kamyab hoty hen. Jis me kam krny ka hosla aur jzba hota hy.same agr apko forex me lose hota hy to ap preshan bilkul na hon .q k yehi haar jeet apko kuch na kuch seekhati hy jis se apka experience bnta hy aur phir wohi haar jeet me convert ho k ap k qadam choomti hy .but ap logon se yehi request hy k slow and steady win the race.kbhi bhi dil chota na kren .
            • #7 Collapse

              loss ho jana pr trading ma preshan ni hona chaea blka dubara start krin r next time wo galti na krin jo pahla ki ha agr loss is ma huva ha to erning b edr se ho gee so wor hard
              practic make a man perfect
              • #8 Collapse

                Yes sir I agree that humain trading main pershan nahi hona chhayie. bilkeh first complete analysis kay baad hi trade lagana chhayie us kay baad agar loss ho jay to es main emotional nahi hona chahyie. bilkeh sabbar say kam lena chhayie. loss kay baad earning bhee hoti hay.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  dear Forex trading members trading Mein achi planning aur accha knowledge ho to aapko tension nahi hoti emotional control avoid greed skillful knowledgeable trading bahut important hai Forex trading main basic knowledge Pakistan Forex forum saying or practical work demo account mein ho to op acche trader ban sakte hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X