Forex main 3 indicators strategy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main 3 indicators strategy
    Forex trading main agar aap three indicators strategy per amal karna chatay hain to aap ko pata hona chiay.
    Wo three indicators jo sab say zada use hotay hain forex market main.
    Un kay name ye hain.
    Cci. rsi. stoch histolic .
    Kisi bhi currency pair kay uper in indicators ko place karain.
    Agar aap ko support or resistance ka ni pata to jab ye indicators three indicators same point per hun to tab hamain trade laini chiay...
    Is tara hamain zada profit hasil ho sakta hai..
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    ess baat ki value hay kay hum kisi bhi indicator ka use karkay bohat achi help le saktay hain but inn three indicators ki information nahe hay jasa kay aap ney kaha kay three indicators same jaga hon tab trade leni chaiye best method ye hay aap essko with chart upload karkay mark karkay tou sab ko achi info mil jati Indicators ka use tab faidamand saabit hota hay jab aap ko indicator pe acha experience ho.
    • #3 Collapse

      Dear aapki information to achibhai lekin main smajhta hoon k hamen apni trades ko bilkul bhi indicator pe ni chorna chahiye q k indicator se hamara decision wrong hi jata hai koi bhi indicator hamen perfect ni bta sakta hai so hamen trading ko sekhne ki koshish krni chahiye ziada se ziada practice krni chahiye ta k ham acha experience bna saken
      • #4 Collapse

        Dosto forex trading main kafi achay indicators hsi Jo k profitable hain lakin sab indicators 1 sath use nahi ker sakty because 1 sath sab per anlyses nahi ho sakty Esliy 2 say 3 indicators ka istamal krain ta k problem na ho 1=.RSI 2= bolanger band 3= parabolic Esk elwa candlestick ko bhi use krain takay anlyses main koi kami kotahi na rahay.
        • #5 Collapse

          Bohat achy Sami Bhai apne bohat achi post ki hai. Isi tarah ki post aur knowledge hi forum ko unique banata hai aur yehi iska positive use ho ga. Again thanx Sami Bhai for sharing your experience and knowledge.
          • #6 Collapse

            assalamu alaikum bhai jaan Forex trading main indicators ka use both achi baat hai indicators they help Lena bahut important hai Forex trading Mai knowledge or experience ke baad indicators or oscillators ko use karna bhi zaroori hai market ki technical or fundamental analysiss Ke Baad decatur uski prediction ko follow karna chahiye aur achi trade zaroor leni chahiye
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              slaam to all forum members...ya teno indicator iyk point par hona sa app ka matlib smj main nahi ayia jo main smja hun us ka matbik teno app ko iyk he trend bta rha hon mean sab app ko uptrend show krwa rha hon to app ko buy he trade lga leni chye ur bearish trend show ho rha ho to sell ke lga leni chye baqi next post main isa mazeed explain kr dijyia ga wasa main na ya indicator use kyia hain..

              اب آن لائن

              Working...
              X