Dollar and Pakistan economy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Dollar and Pakistan economy
    Bhai jan mera ap sy yeh swal h k jaisay inn dino m dollar ki price barhi h or Pakistani economy ko buht nuqsan hoa h....kia future qareeb m hm ko dollar or baqi trading things pr invest krna chaye...??
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear jahan tak mera khayl hai to dollar pakistani crunccy k moqable men kafi strong ho chukka hai aur ho sakta hai k dollar kch hi roz ren 145 ta pahucj jay lekin ye baat bhi apne mind men rakhen k dollar pakistani rupees k moqable men aik dam se gir bhi sakta hai isliye aap pakistani rupees aur dollar pe koi trade na hi len le behtar hai
    • #3 Collapse

      Assalamualykum friends, dollr ki value main buht izafa hoa hy aur Pakistani rupee kafi de value hoa hy but i think es say apki trade pay koi farq ni ana cahiey kun k ap jo trade lagaty hyn us main us dollr k sath koi aur currency hoti hy to es liey koi farq ni parta aur humin apni trading continue rakhni cahiey
      • #4 Collapse

        yes bhai main ap ki bat se agree krta hun doller ki economy main bohat ezafa hua hai jise hamre mulk ko kafi nuqsan hua hai is main hume ab apni invesment krna bohat muskil ho geya hai doller bulandiuo ko chu rha rha
        • #5 Collapse

          Assalam alaikum bhai dollar pakistan ke economy pai bahut asar andaz hota haibkiun ka agr dollar ke value zyada ho jaye tu hamari economy ko kafi lose hota hai dollar ka necha ana sa hamari economy strong hoti hai
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Andala aur Pakistan economy Ka aapas Mein kaafi Vadakara Taluk Hai Jab Dala Pakistan ke andar Jab Pakistani rupee ki Kadar mein Kami Hoti Hai dollar ke muqable Tu Suraj main aap kya sakte hain Pakistan ki call me kaafi Jyada week ho jati hai isliye hum ne Hame apni call me course cable rakhne ke liye Kabhi Yaadon Mein Naat karni padti hai Kafi Jyada mehnat karni padti hai

            اب آن لائن

            Working...
            X