Ak acha trader ke qualities

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ak acha trader ke qualities
    Assalam alaikum bhai forex ak aisa business hai jis main hamain mentally tor pai fresh hona chaya aur blkul bhe tension nea leni chaya ak acha trader kabhe bhe lose hona pai tention nea leta ap agr ak acha trader bnna chahta han tu ap ka pas knowledge aur experience ka hona bahut zrori hai us ka sath sath ap ka pas skills ka hona aur sab sa bri bat ya hai ka ap ak acha planner hon ta ka jab bhe trade lagain tu planing kr ka lagain aur ak acha trader hamasha markete sa update rahta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    i think the best quality of trader is risk management.the success full trader is one who calculate his maximum bearable loss and try minimize it.but this does not mean trader did not take risk because more risk get more rewards so trader have to put a balance between these two things to earn maximum profit from forex.one last thing
    is patient.trader must remain patient after placing a trading positions and wait for the good time to come.
    • #3 Collapse

      Achy traders ke wiase tu bohot sari qualities hoti hai jin ko aik post mai biyan karna shahid kafi mushkil ho lakin ager generally baat karin tu aik achy trader ke sab say bari quality yeh hoti hai ke woh patience kay sath traing karta hai aur trading kay doran decision making experience aur apni skills ke base per karty hain na ke emotion ke base per . in ka emotion control baqi traders ke nisbat bohot behtar hota hai
      • #4 Collapse

        g ap ne bilkul thek kaha hai aik acha trader wohi hai jis k pas boht acha experience hai or lot of knowledge hai baki es me koi ase chez nhi hai jo ap ko forex me kamyab trader bana saky koshish karain k ap apny experience ko carry on rakhain ap ap kese loss ki waja se forex se dor bhagy gy to ap kabi es ko sekh nhi sakty
        • #5 Collapse

          Dear friend ayk acha trader voh he ho sakta hy k jo market ko samjhy aur knowledge ho us k pas aur acha trader voh hota hy jo jald bazi na kary aur lalach say kam na kary aur us k sath sath agar us say koi experience share karna cahiey to us ko us ki help karni cahiey.
          • #6 Collapse

            I think ap ne bohat achi baat ki hai sir. Ek ache trader k andar ye sari qualities houn gi to tab he wo successful trader ban sakta hai. Jo bhi shakhs ziada lalach kerta hai ya himmat haar jata hai zara sa bhi loss honey pe wo kabhi bhi success hasil ni ker sakta. Is liey apni trade pe focus kerna chahiey.
            • #7 Collapse

              apnay buhat achi post ki ha.is business main ager trader apni pori planing kay sat trade karay.to usko is business main profit hi milta ha 1 acha trader is business main trading ko karnay main jaldbazi nahi kerta ha.or jo trade wo kerta ha wo trade usko is business main har roz acha profit day jaty ha..
              • #8 Collapse

                bohat acha sawal ha ager hum ko ak achi trade banna ha to per hum ko chaheya ka hum daily trade open karna start karda laken hum ko market ke movement ko be look be karna hoga ager hum market ke movement ko look nhi karta ha to per hum ko loss he hoga es leya hum ko sabar or hard work karna hoga or market ke movement ko be look karna hoga..........
                • #9 Collapse

                  Achay traders ki bohat c qualities hoti hain wo hmesha sincere ho kar trading karta hai apnay targets aur goals ko achieve karnay kay liye mehnat karta hai aur jab isko loss ho to patience say kam leta hai aur mehnat kar kay loss ko cover karny ki koshish karta hai acha trader hmesha apny juniors ki help bhi karta hai...
                  • #10 Collapse

                    aik achay trader may bohat si qualities hoti hay wo kabhi bhi multiple trades nahin lagaata hay hamesha lot size ko control kerta hay kabhi bhih laalach nahin kerta hay na hi tukkay marta hay pakki pakki trades kerta hay
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      aaj kal main series b boht daikh rahay ho daily 5 to 8episode tk daikh jata ho jis ki wajah se mera brain boht thak jata hai phir forum par work ka dil nai karta main kehta ho series or forum k liay brain ki energy use hoty hai forum or forex k logo ko series kam daikhny chain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X