Bonus ka pehla din aur gold ki resistnce break

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bonus ka pehla din aur gold ki resistnce break
    Kal bonus ka pehla din tha tou bahot sary gold traders ky accounts wash huey hongy ya phir wash hony ky qareeb ponch gaey hain kia yeh gold ki unexpected movement thi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aesi movement scalpers ky liay bahot dangerous hoti hai aur ham jo bonus per trade ker rehy hoty hain tou sirf scalping hi kerty hain aesy main gold main trade kerny wali ky account bonus ky pehly din hi wash ho gaey hon gy main bhi gold per trade ker raha hun but bonus half tak loss main trade chal rehi hai
    • #3 Collapse

      Han dear friend ap ki bat thk hy ke bonus milny ke bad kul gold ki up movement bahut ziada hoi aur aisy movement bahut dino ke bad daikhny ko mily aur bahut se doston ke account wash hovy include mairy bh maira to 400 dollors ka account wash ho gia aur main bahut disaapoint hova hon lkn yahi trading ka bad pehlo hy
      • #4 Collapse

        Dears bonas any ki waja say hi hi gold ki movement bani hai kyunk kafi zida log bonas khatam ker k bath thay jab bonas mil gey to market main trades buy r sell hui or risstenc yot gei and trend bhi chang ho geya hai Esliy gold buy trend hai kafi dair bad sup8 yot gei hai Es liy careful rakhain market zig zag kuch bhi posibal hai.
        • #5 Collapse

          Dear aap bukal thek kaha rahay hain main aap ki baat sa itafaq karta hoin k kal ki glod ki movement ki waja sa bhot sa trader ka account wash ho gaya hay gold ki aasi movement bhot dino k bad dakhna main aa he hay aur jasay he bounas mila us din he iss traha ki movement aasa lagta tha k gold be bounas k intazar main tha mara khud kal account wash ho gaya hay lakan ya tu trade ka hassa hay
          • #6 Collapse

            gold ki ye unexpected movement thi jis ne bhot sary traders ka loss kar dya hy.kafi dino se gold ki movement slow ja rahi thi bounas any k bad hi movement tez hoi hy.bounas any ki waja se kafi members ne investment ki thi aur kafi ko nuqsan bhi hoa hy.jinka account wash ho gea wo pora month wait karen.
            • #7 Collapse

              Forex trading kay doran wiase tu traders ko har trah ke un expected movement ke liye ready rehna chaiye . aur trading mai sath achi money management b zaroori hai ta kay traders kay account wash na hon . Khas toor per gold ke market mai jo log tradign karty hain in ko tu zaroor achi money management karne chaiye kion ke Gold ke market bohot he ziada risky markar hai.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                brother ap ne bilkul thek kaha hai ye gold ke expected movement thi jab k kuch din se news me bhi gold ki price high hony ki khabarain chal rhi thi phir b logo ne es par trust kar k trading ki to es me kafi logo ko loss ka samna karna para hai zyada k account wash ho gay hain hamisha wohi kam karain jis par ap ko maharat ho or trust ho

                اب آن لائن

                Working...
                X