Wakt guzarny k sath market me Movement bhe samjh aany lagti ha.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Wakt guzarny k sath market me Movement bhe samjh aany lagti ha.
    Agar kal aapne market join ke hai aur aap kahin kay aaj apko us ma faida hona shuru ho jaay to ye cheez mery khyaal say sahi nahi ha. Market ko samjhny main aur us ke movement samjhh aany ma kafi walt darkaar ha. Jab market ma aap lagataar kaam karty hain aur har chheez ko bareeki say daikhty hain apney pass notes bnaaty hain, apni ghaltiyon ko note karty hain to phir aap ko lafi acha experience ho jaay ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
    Agar kal aapne market join ke hai aur aap kahin kay aaj apko us ma faida hona shuru ho jaay to ye cheez mery khyaal say sahi nahi ha. Market ko samjhny main aur us ke movement samjhh aany ma kafi walt darkaar ha. Jab market ma aap lagataar kaam karty hain aur har chheez ko bareeki say daikhty hain apney pass notes bnaaty hain, apni ghaltiyon ko note karty hain to phir aap ko lafi acha experience ho jaay ga.
    Assalamualaikum Ji Bhai aapne bilkul theek kaha time ki bahut jyada Hamad Hai Jaise Jaise time Ho Jata Jata Hai waise waise Hum trading ka experience Hasil karne Jaate Hain aur Agar Hum Jyada Se Jyada time market analysis Mein Guzar Jaye to Hame bahut zyada experience Hasil Ho Jayega aur Agar Hum Apni Galti Ho Hum Apni galti se seeking seeking for next time Pune galtiyo se chale jayenge
    • #3 Collapse

      Dear aap ki baat sa agree karta hoon aap bukal thek kaha rahay hain k aap kohi be bussniss start karan aap us time he profit start nahi ho jata hay jasa jasa banda kisi bussniss main time guzarta hay wasay wasay us bussniss ki samaj aati aur profit be hasil karta hay same issi tarha istaforex main jab kohi shamil hota hay tu us time he us ko profit start nahi ho jata hay profit k laya markit main khuch time guzarna pharta hay aur markit ki khuch up and down samajna pharta hay pher ja k profit hasil karna k qabil hota hay banda
      • #4 Collapse

        Dear friends, yeh bat bilkul thk hy k jesy ap waqt guzaro gay ap ko Forex ki samjh be ana start ho jaiey ge kun k koi be insan perfect ni hota jesy jesy ap kam karo gay ap waqt do gay forex ko ap buht khuch sekho gay jis say ap main confidence be aaiey ga aur ap achy trader be bano gay.
        • #5 Collapse

          g bhai ap ne bilkul thek kaha hai forex me ham jetna time spend karty hain ham ko utna he zyada experience milta hai or es me kamyabi k lye hamary pas acha experience hona boht zarori hai es k bina ham forex market ko nhi samj sakty to experience hasil karny k lye ham ko kafi time dena chahye or waqt k sath sath ap es me mahar ho jao gy
          • #6 Collapse

            Bilkul thek kaha forex trading mai ap jitna time guzarty hain utna hi market ka aur trading ka experience ziada hota hai aur usse acha profit generate kar sakty hain.
            • #7 Collapse

              maximum logon ki ye thinking kay jasay he forex ko join keya hay aik dam se earning ana shuru hojay market ki movement 1 din ya 2 din mei samajh nahe aati start se he regular base pe aap ko market kay chart ki judgement hoti chaiye gi market ki movement market ka momentum sab kuch aap achi tarah analyze karnay kay kaabil hojaogay mehnat karni chaiye hardworking ko jaari rakhain aap ko market ki samajh ajay gi apna interest den aur zyada time den experience gain karnay kay liye...
              • #8 Collapse

                shuru main mujhay b kuch pata nai tha market ki movement ka 1 year laga tar time dainay se forex ko movement ka pata chalta gya ab jo jo waqat guzar raha hai forex behtar hoty ja rahi hai mera new logo se mashwara hai seb kuch ek week main hota waqat lagta hai
                • #9 Collapse

                  experince ziada honay kay sath sath humay forex trading kay bary main ziada acha knowledge ho jata hay aur experince kay sath trading skill bhi improve ho jati hay aur hum market main bohat acha profit bna sakty hay es experince aur skill ko daikhty huway es business main mehnat karni chahiye tab he mehnat kar kay acha earn kar sakty hay
                  • #10 Collapse

                    dosot forex trading ma jb ap new aty hy to tb ap ko market ki bilkul smjh ni ati hy k market kb or kis trf ko move krti hy ap sirf dkh k hiran he hoty hy lkin jesy jesy ap ko forex trading ma wakt guzrta jta hy ap ko forex trading ma knowledge or experience b hsal hota hy or sath ma ap ko market ki movement ka pta lgta rhena hy k market upr kiun gai ya nechy kiun gai kiun k ap ko experience or pratice kr kr k pta lgta rheta hy
                    • #11 Collapse

                      g bhai waqt guzarnaty kay saath saath insan ko market ki movement samajh aanay lagti hay market ki next movement guess ho jaati hay or issi ko basically practice kaha jaata hay kay aap itna demo use kero kay aap ko market samajh aa jaye
                      • #12 Collapse

                        My dear friend him logo ko forex ma zayada sy Zayada mhant kre kau ky him log jtni zayada mhnat kre gye him logo ko Itna hi Zayada profit hasil kr skty ha
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          G han Bhai me aap ki bat sy mtafiq hon k aap jtna wqt spend krogy utna aap is kam me expert ho jao gy or aap markeet ki moment ko bhi wqt k sath sath smjh jaoo gy or inshallah aap ak achy trader bhi bn skty ho

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X