Slow moving currencies kon c hyn?
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Slow moving currencies kon c hyn?
    Asalma o alaikum dear forex members mera ap se ye sawal hy k forex trading me slow moving currenicies kon c hyn jin py hum kam account balance rakhty hoy trading kr skty hyn or apna account balnce safr rakh skty hyn specially senior member apna experience zyad share kren
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear jahan tak mera khayl hai to hamen major pairs pe hi kaam krna chahiye aur major pe hi kaam krna hamare liye behtar ho sakta hai q k jitne bhi major pairs hain in men movement achi hoti hai aur inhen ham avhi tarah se handle kr sakte hain qk hamare account bahot chote hain aur iss tarah se hamen kafi loss bhi ho sakta hai isliye hamen gold and oil k bajay major pairs pe work krna chahiye
    • #3 Collapse

      Slow moving crruncies main euro/usdaud,/usd,jpb/usd,nzu/usd tmam pairs shamil hain in ki move slow hoti hy app ka account chota bhi ho tab bhi app in crruncies per kaam ker saktay hain or app ka account bhi safe rhay ga app ko kisi kisam ki preshani ni ho gi in crruncey pair main trade krtay huay
      • #4 Collapse

        Jahan tak mainy experience kia hai to mery hisab say eurusd and gbpusd kafi slow moving pairs hain kiyun kay inkay spread kafi kam hoty hain is liye inki move bhi bohat slow hoti hai ye us time jump kartay hain jab inki koe news ati hai aur trading kay lehaz say ye pairs bohat perfect hain kiyun kay inky analysis karna bohat easy hota hai baqi pairs ki nisbat...
        • #5 Collapse

          agar hum forex market main nazar dohrain to humay bohat sary currency pairs nazar aye gay aur humay chahiye keh en main say major pairs par he ziada trading karen kyun keh tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main humay khoob mehnat karni chahiye kyun keh es business main safe trading en par he hoti hay
          • #6 Collapse

            Bhai AP kisi bi currency ko buy ya sell KR skty ho sub currency slow move krti ha kuch zayada different nhi ha in ki movement ma
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              bhia daikhain mainay sab k sab currencieas mai to trade nahin ki hay kay mujhay pata ho ga lekin jahan tak mera experience bataata hay kay usd chf jo hay woh sab say slow hay jahan tak mainay experience kiya hay kiya pata iss say bhi slow mojood ho

              اب آن لائن

              Working...
              X