Stop loss hmy kitni pips ka rakhna chahiy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop loss hmy kitni pips ka rakhna chahiy?
    Asalam o alalikum dear forex member me ap se ahm bat discuss krna chahta hon k hum hr roz yahi sunty hyn or khty b hyn k hmy trade lgany k sath stop loss lgana chahiy ta k hmy zyada loss na ho lkn idr mera swal ye hy k stop loss hmy kitni pips ka rkhan chahiy mery khyal se to stop loss 20 se 30 pips tak hona chahiy dear ap is bary me kia khty hyn plz comments
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Stop loss aur take profit aik perfect trading ke ley bahat hi zarori hai lekin is ka istamal market ke complete analysis ke bad karna chaye.Jb bhi ap koi trade open karen tu 5 pip per apka stop loss hona zarori hai is se apki trading bahat hi fit rahay gi
    • #3 Collapse

      Dear stop loss kabhi bhi fix nahin hota keh aap 30 pip ya 20 rakh lengey always market mein analysis karke hum stop loss set kartey hein aur yeh kehna advance mn sahi nahin hota keh kitne pip SL hoga jab market ki conditions ko hum dekhtey hein aur analysis kartey hein to hamen pata chalta hey keh kitne pip ka stop loss lagana chahiye aur Stop loss bohot hi acha tools hey isko hamen always use kartey hi rehna chahiye.
      https://t.me/pump_upp
      • #4 Collapse

        Dear stop loss chota pips pr rakhain kiun ka agr ap ko loss ho tu chota ho or profit mean tp ko long pips pr rakhain ka fida zyda ho stop loss ko must use karain aj mai na stop loss ko use nahi kia tu muja kafi loss ho gaya hai gold mai gold na apni movement bohot up la gaya hai agr stop loss use kia hota tu aj ya nubat na ati kiun ka stop loss s trade chota loss pr close ho jati or loss chota hona ki sorat mai jaldi recover bi ho jata laken ab asa nahi lag raha ka loss recover ho sakata kiun ka loss bara ho gaya hai is lia stop loss ko lazmi use karain or choti pips pr stop loss lagain ta ka jaldi loss close ho jaya thanks
        • #5 Collapse

          G han ap ki bat bikul theek hay k hum jab bhi koi trade lgate hain tou hum stop loss aur take prifit lgate hain boht se log is barain main nai jante tou un k liay ye boht informative hay k agar hum stop loss lgate hain tou humain 30 pips ka stop loss lgate hain aur humain take profit 60 pips ka rakhna cahaiy trade lgane se pehly stop loss lazman lgain
          • #6 Collapse

            agar hum stop loss ko use karty huway trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay es business main humay sabar kay sath kam karna chahiye aur stop loss ko apni trading ka hissa bnaye kyun keh tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main khoob time daina chahiye tab he achi earning kar sakty hay
            • #7 Collapse

              Assalamu Alaikum bhai h logo ko stop loss Kam Rona chaya is sy hmra account safe rhta ha or zayada nuksan bi nhi Hota ha
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                bhai apki baat tekk hy k humay stop loss aor take profit zaroor use kerna chaye kiun k ye humay zeyada loss se bacha leta hy aor dosri baat k stop loss kitnay pips ka rakhna chaye tu mera khayal hy k humay ye fix nhi rakhna chaye bal k humay her waqat market pe nazar rakhni chaye aor ose hisaab se stop loss aor take profit ko adjust kerte rehna chaye is se zaroor faida huga.

                اب آن لائن

                Working...
                X