Interbank Market kia hoti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: fxtrader پيغام ديکھيے
    Interbank market ek khas kisam ki market hoti hai jahan bare financial institutes udhar lete or dete hain ek maksos waqt k liyeh interbank k rate par. Yeh loan bohat hi kum muddat k liyeh hote hain or ziada se ziada ek week tak k liyeh hote hain or yeh aksare banks use krti hain apne cash reserve ko barkarar rakhne k liyeh central bank ki hidayat k mutabik. Jesa k banks ko yeh qanoni hidayat hoti hai k or ek khas amount liquidate yane cash form main apne pass reserve rakhe or jo bank is hidayat ko pura nahi kr patin or interbank market se paisa udhar leti hain apni kami ko pora or law ki requirement ko pura krne k liyeh.
    Mjhe abhi forex join kye hue km din hue hain abhi main learning kr raha hu abhi mjhe is baare main bilkul knowledge nae hai k interbank market kia hoti hai,,day by day main knowledge gain kr raha hu jb mjhe interbank k baare main pta lage ga main ap se zarur share kru ga,,forex main hm agr mehnat kren to success hasil kr skte hain,,forex main bht si technical cheezen hain jo k experience k sath hi smjh aati hain...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Yaqeenun yahi baat he ap ne achi tarha se explain ki he aur ye k iska effect forex market par bahot ziada hota he forex market me fluctuation bhi isi bina par ziada tar hota he baqi bhi chezen hen jin ka impact forex market par hota he...wo production se related hote hen...
      • #33 Collapse

        inter bank market main barray barray financial institute aapas main dealing kartay hain iss main woh apnay bank balance ko motawazan rakhnay kay leay aik doosray say rakam udhar laytay aur daytay hain
         
        • #34 Collapse

          inter bank market aik aysi deling hoati hay jo finaincial inastitute aik doosray kay sath kartay rehtay hain woh world kanoon kay motabik apnay balance braber rakhnay kay leay aik doosray ko money give and take kartay hain
             
          • #35 Collapse

            this is an ideal and good dealing among the big financial institute in this dealing they can give and take money for balancing of their balance acccording to world law
             
            • #36 Collapse

              I am reading the many time see the news of the inter banking rate but soory, I gave n proper idea that what is the inter banking rate and its spring style.
              • #37 Collapse

                Educational and risk management by taking and we could not be successful in the way that you do not have a proper plan, otherwise our bill to reduce this, we can keep our accounts, that is a very important part of that thing
                • #38 Collapse

                  My Dear, hum jab interbank ki baat karte hain to in se murad European banks hain jin ky interest rates etc ka market per bara asar parhta ha.or iska hamare kaam per bohat asasr parta he janab.
                   
                  • #39 Collapse

                    hum jab interbank ki baat karte hain to in se murad European banks hain jin ky interest rates etc ka market per bara asar parhta hahum jab interbank ki baat karte hain to in se murad European banks hain jin ky interest rates etc ka market per bara asar parhta ha
                     
                    • #40 Collapse

                      My dear friends mujhe ic se pehle interbank market ke bare main koi information nai thi. but ab jab main ne yhe post read ki ha to muje interbank market ke bare main kafi information mili ha.
                      • #41 Collapse

                        interbank ke market woh market hote hai jis mai barey barey bankers trade kerahe hote hai market mai currency per.aur woh bhot he barey amount ke sath jo hai woh trade kerahe hote hai market mai.
                        • #42 Collapse

                          mujy is kay bary main nai maloom hay hum is main insta forex ki market main kam karty hain jis say humain trade karni hoti hay or humain market main kam karny main profit hasil ho ga
                          "The mind is everything, What you think you become"
                          • #43 Collapse

                            Bhai g apko chahiy k ap inter bank ki market sy door rahain aur kabi bi kar si bi bank sy loan Na lo aur apny pas jitna bi mal ho usko investment kar k trading karo
                            • #44 Collapse

                              Bhai forex market main trading ka tou koi aesa option nehi hai it may be in inter banks some trading ky currency sell aur purchase ki jati ho but its purely forex forum so hamain yahan per just forex related hi discussion kerni chahiay taky other and new traders jo forex market main trading kerna chahty hain woh kuch knowledge gain ker sakain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: fawadkazmi پيغام ديکھيے
                                Bhai forex market main trading ka tou koi aesa option nehi hai it may be in inter banks some trading ky currency sell aur purchase ki jati ho but its purely forex forum so hamain yahan per just forex related hi discussion kerni chahiay taky other and new traders jo forex market main trading kerna chahty hain woh kuch knowledge gain ker sakain
                                ge bhai hmein apne forex trading mein interbank se market ke direct selling aur purchasing krne hote he aur hm apne forex trading mein kam krte hein aur hmein apne forex trading mein ache experience aur knowledge se apne trading se acha profit hota he aur interbank hm ko apne trading mein bhtreen trading ke pairs trading ke lie deta he

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X