Kia ap rebort pr yaqeen rekhta hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia ap rebort pr yaqeen rekhta hain?
    Kafi users kahta hain ka wo reborts pr believe nahi krta or kuch kahta hain ka reborts are very useful. Ap is bara mai kia kahta hain. kia ap rebort ka aadi hain?
    Last edited by ; 11-10-2018, 09:01 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    nahi dear mai reborts pr yaqeen nahi rakhta or na muja rebort trading krna pasand hai kiun agr ap rebort buy karta hain tu wo ap ki trade automatic lagaya ga or automatic close kara ga jis ap ka knowledge mai koi azafa nahi ho ga kiun ka ap serf profit gain krna cahta hain or reborts s bi kahltiyan hoti hain wo bi loss karta hai is lia hum khud kiun na sekhain hum khud mahnat karain ta ka huma bohot sara knowledge gain ho rebrot kahrdna ka lia bi ap ko money dana para gi kia fida serf profit ka lia ap rebort ka sahara lata hain asa nahi karain na is ka aadi bana rebort ka ta ka ap ake accha trader khud ban sakain
    • #3 Collapse

      Dear kafi log hain jo rebot se trading krte hain but jahan tak main smajhta hoon to reboot se manual trading bahot behtar hoti hai agar ham khud se trading ko sekh jate hain to mere khayal men ham log rebot se ziada behtar khud perform kr sakte hain q k brother jo ham rebot banate hain wo sirf aur sirf hamari stragties pe hi work krta hai wo lhud se kch krn k qabil ni hai
      • #4 Collapse

        Dear report ki ihteyat to hai lakin wo hum per depand kerta hai k hum usy kesay daikh tay hain agar report humray anlyses per hai to bilkul trade krain aur bila jigak trade krain lakin agar Es ka opisite hai to bher wait krain jab ap Behter samjhain to trade krain report durst hoti hai lakin Es ki timing achi nahi hai.
        • #5 Collapse

          no dear forex trading me robot ka koi kam nhi hai ye us k bas ki bat nhi hai es me kam serf insani demag he kar sakta hai market ko analyse karny k lye ham apny mind ka use karain to zyada behtar or useful hota hai kese or chez ya device par believe karna bewaqofi hai
          • #6 Collapse

            nahi main apni trading main robot trading nahi kerta hoon.robot trading say apko trading main loss hi milta ha.is say bahter ya ha kay trader kud apnay knowledge ki madad say is business main trading ko karay.1 to robot trading ki madad say is business main loss hota ha or dosra ap is business ka knowledge bi hasil nahi ker patay..
            • #7 Collapse

              humay robot kay chakar main nahi parana chahiye kyun keh robot say hum hamesha earn nahi kar sakty esmain loss ka risk bhi hota hay es say behtar hum khud trading kar sakty hay aur humay chahiye keh khud forex trading ko seekhya ur seekh kar esko run karen ta hum market main bohat acha profit bna sakty hay esmain mehnat karnay main he faida hota hay
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                dekhayn bhai ager tu aap nay serf thora bhot profit lena hy aor apka maqsad bhi yehi hy tu pher tu apko robot trading kerni chaye is se profit huga apko lkn ager aap ye chahtay hyn k ap profit k saat saat kknowledge aor experience bhi hasil ker lo ta k ap aik achy aor professional trader ban sako tu pher apko is ka istemal hergiz ni kerna chaye pher ap apnay analysis ki base pe trading kia kero ta k apna ilm barha sako.

                اب آن لائن

                Working...
                X