Minimum kitnay time mai trade close kar sakte hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Minimum kitnay time mai trade close kar sakte hai
    Trade ko close taab kiya jata hai jab wo apki target ko achieve kare ab target ko achive karne mai time lag sakta hai so depend karta hai k aya market ki movement kiya hai agar tu market volatile ho tu may be k short time mai be apka target achieve hojai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bilkul teek kaha hai apne k target achieve honay mai waqt lagta hai aor jab target achieve hota hai tu eski koi time frame nahe de ja sakte albata yes jab market mai volatility ho tu target jald be achieved honay k chances hotay hai
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
    • #3 Collapse

      Dear aap jab chahen trade close kr sakte hain pehlay instaforex ka ye rule tha k aap ne jab trade lagai to aapko uss waqt 5 mint tak wait krna parta tha tekin ab aisa ni haiain ne nhud bhi ki dafa trade close ki hai to isliye keh rha hoon l shaid time ki limit ni hai aur jo hamare senosen hain wo hamen acha guide kr kakte hain
      • #4 Collapse

        dear Forex trading member rules ke mutabik aap ki trade demo account pay 5ment Se Kam Nahi hona chahiye instaforex ke bonus account pe scalping allowed nahi hai scalping less than 5 minute fraud account Hota Hai instaforex department Kisi bhi time aapka account block kar sakta hai isliye aapko chahiye ke 5 mint se kam trade close nahi karo
        • #5 Collapse

          Mery apny khyaal kay mutabik jiss timeframe ko use kar kay aap analysis karty hain usi timeframe kay lehaz say apna target bhe set karin aur us kay lehaaz say daikh lain ka agar kitny time ma aapka target achieve nahi hota to phir aapko dobara say apney analysis karny hain ya phir trade ko close kar dena ha.
          • #6 Collapse

            Dosto mera to kheyal hay k hamen take profit aor stop loss laga k market ko chor dena chahiye is sy stress nai hota aor na hi market ko bar bar dekhna parta hay... Market ko bar bar dekhny sy bechani paida hotiii aor thora si.market ki movement direction mein ho jay to traders patience nai rakh sakty aor loss mein hi close kar dety hain apni trades
            • #7 Collapse

              agar hum analysis kar kay trade place karen gay to hum market main tab he acha profit bna sakty hay es business main humay lalach nahi karna chahiye aur sabar say kam karnay main he faida hota hay tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay esmain mehnat karni chahiye tab he safe reh sakty hay
              • #8 Collapse

                trade close kernay ka koi time nahin hay aap chaahay to instantly aaap openeing kay foran baaad close ker dai ya chahay to aaap poora poora week open choray yeh sab aap per dependent hay kay aap kiya kertay hay
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Assala mu alikum bhai teek kaha hai apne kay target achieve honay mai waqt lagta hai or jab target achieve hota hai tu eski koi time frame nahe de ja sakte albaata yes jab market mai volatility ho tu target jald be achieved honay k chances hotay hai us ma apko zaida risk bh nae laina chayeee or zaida laaluch ma nae aana chayeee saaber say kaam laina chayeeee es kaaam ma sbar bht zaida zroori haaa bhaioo

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X