forex me himat se kam karna parta hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex me himat se kam karna parta hai
    dear friends forex me aksar asy halat aty hain k ham ko boht bary shock lagty hain loss k ya account banned hony k or ap ko zero se kam shoro karna parta hai es me aksar log himat har jaty hain lakin forex me serf wohi log kamyab hain jo har halat ka himat k sath samna kary
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum forex ma himat sa kaam la q ka ager hum hemat sa kaam lata ha to per hum ko achi earning hote ha es leya hum ko chaheya ka hum forex ma hard work karna start karda warna hum ko loss he hoga...........
    • #3 Collapse

      G brother aap ne theak hi kaha hai forex men hamen himmat se kaam krna bahot zaruri hai qk forex men aap tab hi acha kaam kr sakte ho jab aap himat se kaam kro ge forex men agar hamara loss ho jata hai to hamen penic ni hona hai balke patience se apne problem ko hal krna hai baz dafa hamen loss hota hai to ham kafi barri trades ko open kr lete hajijiski jiski waja se hamen mazeed loss ho jata hai
      • #4 Collapse

        Ji bilkul forex ak bht risky business hy is main profit k sath sath loss ka bhi chance hota hy is lie is main bht himat se kaam lena parta hy k agr humain loss ho bhi jaye to hum main us loss ko face krne ki himat ho na k hum dilbardashta ho kr is business ko chor dain is lie trading krne k lie himat or bardasht bhi bht zaroori hy
        • #5 Collapse

          ji Janab bilkul theek kaha hai Aapne Forex trading Mein Himmat Aur Hosla Chahiye Hota Hai lost Jab Insan ko hota hai to control bahut zaroori hai Forex trading Mein management planning skills strategy lalach Se Dur rehna market ka technical or fundamental analysis karna management Mein Aata Hai
          • #6 Collapse

            forex trading business mein agr kaam karna hy aur kaamyaab hona hy tu himat tu zaroori hy agr himat se kaam lain gay tu hi forex trading business ko kar saktay han agr dishart ho jaty han tu forex trading business mein kabhi bhi kaamyaab nhi ho saktay kiok forex trading business mein loss bhi ho sakta hy aur insta forex ka bonus account disable bhi ho sakta hy himat se forex trading business mein kaamyaab trader ban saktay han
            • #7 Collapse

              jee apki baat sahi ahy forex trading main humay himat say kam karna chahiye kyun keh himat say kam karnay main he faida hota hay tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main money management karty huway trading karnay main he faida hota hay esmain mehant karni chahiye tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay
              • #8 Collapse

                G han Bhai me aap ki bat sy mtafiq hon k forex Ms himat sy kam lena chahey q k agr aap himat ko chor dengy to aap ko forex bht difficult lgy ga so himat my haro or apny aap py bharosa kro
                • #9 Collapse

                  G dear member ap ne sahi kaha ha k forex jesy mushkil or risky buisness main trader ko bht himat se kam krna cahye .learning main bhi bht hi himat chaye hoti ha.jo bhi trader forex main kamyabhi hasil krna cahty hain wo hmaesha learning krna nahi chorty .trading ke sath sath learning kerny k kiye mehnat se kam krty hain .trader ko forex market main loss profit dono ko himat se face krna chaye .tb ja k kamyabhi hoti ha .
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    yes dear is main koi shak nai hay k forex main hamain barri himmat say kaam karna parta hay q k agar is main aik daffa account washed ho jaye to is main dobara kaam karnay ko dil nai karta hay laikin agar ham aik acchay trders hain to hamain is main aisay halaat main himmat nai harni chaye q k win aur lose lifae aur markeet k hisay hain so hamain har haal main is main win karnay k liye agay barhna he hoga .

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X