Forex trading aur apki zaroriat?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading aur apki zaroriat?
    Assalamualykum friends mera ap say sawal hy k forex trading ap k khyal say kysa business hy, kia forex trading kar k ap apni sari zororiat pori kar sakty hyn, kia ap itni earning kar sakty hyn k ap apni zoriat es say pori kar sako?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g bhai asa bilkol mumkin hai agr ap logo k pass 3 chizay hun to phr kon kon c wo ab me ap ko batata hun
    1.ap k pass time hona chahiya jis say ap log forex ko full time day saky
    2.ap k pass exprance ka hona bhot zayada zarori hai q k is k bagar ap kabhi achi tride nai kar sakty.
    3.ap logo k pass knowledge ka hona bhot zarori hai q kis say agr ap log tride kary gay to loss me he jia hai.

    :1f63b:.love to pak forum.:1f63b:
    • #3 Collapse

      G han bilkul forex trading aik aesa business hay k jis par agar hum mehnat se kam karte hain tou hum boht achi earning kar sakte hain aur apni life ko easy bana sakte hain boht se log aese hain jo k forex trading business ko full time business k tor par kar rahe hain aur achi income increase kar rahe hain aur apni easy life guzar rahe hain
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: qaisar774 پيغام ديکھيے
        Assalamualykum friends mera ap say sawal hy k forex trading ap k khyal say kysa business hy, kia forex trading kar k ap apni sari zororiat pori kar sakty hyn, kia ap itni earning kar sakty hyn k ap apni zoriat es say pori kar sako?
        Walaikum Assalam we buy Forex trading equity critical business Hai Isko samajhne ke liye bahut sara time chahiye agar aap sochte hain ki aap chandanamazha sick Denge To Yeh bilkul Namumkin Hai Isko sikhne ke liye usko experience Hasil karne ke liye ek mahine Ki Zaroorat Hai agar aap se Jaate Hain To Phir Koi business ke liye nahi hoga
        • #5 Collapse

          bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko apni experience or apni zarorat ka motabak kaam karna hoga forex ma esleya hum ko chaheya ka hum forex ma apna need ka tara profit be la or greed ko ignore karna start karda to per hum ko achi earning hoge.............
          • #6 Collapse

            Asslam o alaikom dekhay abhi ap new hai jab ap ko har mahenay ghar beth kar online kam kar ke ek handsome amount milay gi to pher ap ki zaroriat khod ba khod pori honay lagay gi lekin is ke liye ap ko mehnat karni paray gi din me 2 ghantay kam a kam forex forum pe kam karna paray ga ziada nai to 40 to 50 post agr ap roz kar dain to ap ko ghar bethay earing ho gi lekin post achi honi chahiye q ke agr 1 post ap ko 50$ de sakti hai to 50 post ap ko 1$ bi de sakti hai it's depands on your hard work
            • #7 Collapse

              forex trading aik bohat acha business hay esmain humay kam kar kay earning karnay say hum regular base par earning kar sakty hay es business main hum income gain kar sakty hay aur es income kay sath humari trading bohat achi ho sakti hay es business main humay life ki needs ko pura karnay kay liey bohat achy chances hoty hay
              • #8 Collapse

                Forex trading business aik acha business hy aur forex trading business mein profit bhi ziada hy aur ap forex trading se ziada profit kam waqt mein hasil kar saktay han wo bhi kam waqt mein lakin is k liye ap ko forex trading business mein mehnat karna parti hy mehnat kar k learning knewledge aur experience hasil karain aur market ko samjh kar analysis kar k trading kartay han tu ziada profit earn kar k sab zaroorat puri kar saktay han lakin is baat ka bhi kahyal rakhna cahaiye k forex trading business profitable hone k sath risky bhi ziada hy agr hum learning knewledge aur experience hasil nhi kartay aur trading kartay han tu loss bhi ziada ho ga
                • #9 Collapse

                  Well dear ager ap ne forex trading main kamyab hona hy to phir kai cheezin hn jin ka khyal rakhna bahut zarory hy, experience knowledge and skills ye teenon factors bahut important hn forex trading main in ka baghair hum kamyab ni ho sakty
                  • #10 Collapse

                    forex trading business mein agr hum full time kaam kartay han tu hum forex trading business se itni earning kar saktay han js se hum sab zaroorat puri kar saktay han lakin is k liye hum ko forex trading business mein achi learning knewledge aur experience hona lazmi hy agr learning knewledge aur experience ho ga tu acha profit earn saktay han
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading aur apki zaroriat?

                      forex mai hum live or sada urudu mai trading karty hain hum is mai kam karty hain to hamy acha bonus milta hain or hum apne zarorto ko pura kar sakty hain hum is mai pout off cost account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai investment kar ky be acha profit gain kar sakty hain yai hamary mulik ke economy ko be mazbot bana sakta hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading aur apki zaroriat?

                        forex aik online business hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain yai east wast mai bohat taze sy phal raha hain lakin agar hum is mai bager learning ky kam kary gy hamy loss ho jy ga or hamre sare mahnet zaya ho jy ge
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading aur apki zaroriat?

                          forex aik real or kabe be band na hony wala business hain hum is mai live or sada urdu mai trading kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain yai east wast mai boha taze sy phal raha hain is mai hamara koi boss nahi hain
                          ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X