Trading kis time frame mein karni chahiey
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading kis time frame mein karni chahiey
    Dear friends kindly koi bta sakta hai k trading kis time frame mein karni chahiey mera matlb hai m5,15 ,H1, etc baki jitny bhi hain kis mein best rehta hai aur hum axha profit ly sakty hain koi Bhai thora experience share kar dy.plz ta k baki ko faida ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    trading karny k lye ham ko time frame ka intkhab karna boht zarori hai market ko analyse karain jab market ap ko sahi lagy to ap trade lga dein aksar raat ko he market high hoti hai sham 5 pm se 11pm tak ap dekho to market me kafi movement hoti hai es time frame me ap sahi pair par trade lga sakty ho
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Shehri پيغام ديکھيے
      Dear friends kindly koi bta sakta hai k trading kis time frame mein karni chahiey mera matlb hai m5,15 ,H1, etc baki jitny bhi hain kis mein best rehta hai aur hum axha profit ly sakty hain koi Bhai thora experience share kar dy.plz ta k baki ko faida ho
      Agar tou aap achay experience wise baat karain tou wo ye hay kay H4 jasa time frame meray liye profitable aur koi nahe hay H4 aap ko best trades deta hay aap ko agar H4 chart uski candles aur saath mei support and resistance pe aboor ho tou aap bohat perfect trading kero gay short scalping kay liye log small time frames use kartay hain mostly yehi dekha gya hay...
      • #4 Collapse

        dear forex market me trading Hame timeframe H4 ka fees are the best hota hai is ke andar Hame Kafi acche entry point Milte Hain support resistance areas ke upar to Hame chahiye Kya Naam Japdi forex market me trading Kare Toh Hame Apne analysis acche rakhni chahiye aur secondly support resistance area sq Hame Pata hona chahiye aur H4 ki koi bhi candle Jab Koi support resistance area code breaker layover CarTrade open Karni Chahiye Hota Hai
        • #5 Collapse

          Achi aur profitable trade karne k liay ap ko cahaiy k ap H4 main trade karain ye sab se best time fram hay wese tou boht se tine frames hain jin par log trade karte hain lekin main samjhti hun k h4 aab se acha time fram hay kiu k is pr humain boht achi trdaes mil jati hain aur profitable trades bhi milti hain
          • #6 Collapse

            G meray khayal se to jo loog abhi new hain unko Pakistan mai morning mai kar na chhye hay q k us time market slow hoota hay
            • #7 Collapse

              trading main trader apnay hisab say time frame ka use karty hai.kuch trader jo kay short time trading karty hai.wo 30 minute ka time frame use karty hai.kuch trader 1 horn ka or kuch trader 4 horn ka time frame use karty hai.or jo long term trader hoty hai.wo apni trading main 1 day ya phir 1 month ka time frame use karty hai..is liya har trader different time frame say apni trading ko kara ha..
              • #8 Collapse

                time frame humay apny experince kay hesab say select karna chahiye kyun keh agar hum apny experince kay mutabiq trade karen gay to he humari trade achi aur behtreen ho pati hay aur humay koshish karni chahiye keh short term trading karen kyun keh short term trading karnay main he fadia hota tab he humari trading achi ho sakti hay
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Shehri پيغام ديکھيے
                  Dear friends kindly koi bta sakta hai k trading kis time frame mein karni chahiey mera matlb hai m5,15 ,H1, etc baki jitny bhi hain kis mein best rehta hai aur hum axha profit ly sakty hain koi Bhai thora experience share kar dy.plz ta k baki ko faida ho
                  Assalamu alaikum bhai jaan agar aap trading kar rahe hain to aap Kisi bhi Prem Patra dikha sakte hain M5 ka matlab hai ke 5 minute or 15 kab alag Hai 15 minute H1 ka matlab hai ki 1 hour or H ka kya matlab hai 4 hours traders H4 trade Karte Hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Shehri پيغام ديکھيے
                    Dear friends kindly koi bta sakta hai k trading kis time frame mein karni chahiey mera matlb hai m5,15 ,H1, etc baki jitny bhi hain kis mein best rehta hai aur hum axha profit ly sakty hain koi Bhai thora experience share kar dy.plz ta k baki ko faida ho
                    Assalamu alaikum bhai jaan aap trading kar rahe hain to aap Kisi bhi Prem Patra dikha sakte hain M5 ka matlab hai ke 5 minute or 15 kab alag Hai 15 minute H1 ka matlab hai ki 1 hour or H ka kya matlab hai 4 hours traders H4 trade Karte Hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X