Achi trade lganay ka wait krain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Kehtey hain jaldi ka kaam shaitan ka. Is liey achi trade lagane me jaldi na kren balkey pehle market ka full analysis kren aur market behaviour ko dekhtey hoey trade lagaen is se apko loss bhi ni ho ga aur ap full confidence k sath apni trade jari rakh saken ge.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko chaheya ka hum ko ak achi trade ka leya hum ko lot of wait karna hoge warna ager hum achi trade ka leya wait nhi karta ha to per hum ko loss be hosakta ha es leya hum ko chaheya ka hum achi trade ka leya wait karna start karda.............
      • #18 Collapse

        G bhai aapne thik Kaha ke Hame trade Lagan Main Jaldi nahi karni chahiye bulk Hame cool mind ke sath trading karna chahiye aur cheese per trading karne chahiye jispa Hame Yakeen Ho K Hume profit hoga
        • #19 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: lawa786 پيغام ديکھيے
          Salam dosto me ap logo say yeh kehna chahta hun k aksar hum trade lganay main jald bazi krtay hain jis ki vja say hmain aksar loss hota ha hmain chaheay k hum achay signal ka wait krain us k bad order place krain ta k hmain faida ho aur hmari trade profit main ay
          Assalamualaikum Ji Bhai aapne bilkul theek Kaha Hamza FB trailer Gaye to sahi Waqt ka korma Khidki movement ko Samajh Kar Chale Gaye Auron ko bhi samajh Le Agar aapko trend samajh aa jayega to aap kay liye trailer gana bahut pasand ho jayega aur agar aap ekdum Se Uske baare mein sabse Pehle Aap Ke samajh nahi Aayegi aur aap selaqui Vijay by Laga Denge aur bhai ki wajah se laga Denge
          • #20 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: lawa786 پيغام ديکھيے
            Salam dosto me ap logo say yeh kehna chahta hun k aksar hum trade lganay main jald bazi krtay hain jis ki vja say hmain aksar loss hota ha hmain chaheay k hum achay signal ka wait krain us k bad order place krain ta k hmain faida ho aur hmari trade profit main ay
            Assalamualaikum Ji Bhai aapne bilkul theek Kaha Hamza FB trailer guy to sahi Waqt ka korma Khidki movement ko Samajh Kar Chale Gaye old friend ko bhi samajh Le Agar aapko Trends samajh aa jayega to aap kay liye trailer gana bahut Aasan ho jayega aur agar aap ekdum he settled gadenge to Uske baare mein sabse Pehle Aap Ko moment ke Samay nahi Aayegi aur aap selkie Vijay by Laga Denge aur bhai ki wajah se laga Denge
            • #21 Collapse

              Dosto achi trade ka wait ker Acha hai bad main peshtnay say k kash aisa kerty Esliy Behter hai wait ker liy Jay kyunk wait kernay main fida ho sakta hai jab k jaldi main loss ho Jay baad main achi trade milay to ap ka capital hi kam ho usteado lagnay ya account wash ho Jay to baad main afsos kernay say behtar hai wait ker lain.
              • #22 Collapse

                My dear friend him logo ko ager koi achi trad open krny ky let's kuch wait krna bi pry to KR Lana Chaya kau ky is sy hmra account save or profit bi Hota ha
                • #23 Collapse

                  Yes dear member kisi bhi trader ko forex market ko achi tarah annalyse krna chaye or achi trade ka wait krna chaye mtlab k jb market situation ap ko lagy k best trade time ha to us time trade lagayn ye nahi k wrong time pe trade krai ap .trader ko jald bazi nahi krni chaye is se loss k alwa kuch nahinmilta .best timing set krain phir trade lagain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    agar hum achi trade place karna chahty hay to eskay liey humay sahi time ka wait karna chahiye kyun keh sahi time par achi trade lgany say he faida hota hay es business main dil lga kar trade karnay main he faida hota hay es business main khoob time dainay main he faida hota hay es business main khoob time dainay main he faida hota hay

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X