trading se pahle support or resistance maloom karna..
ہمارے کمیونٹی کے 15 سال!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading se pahle support or resistance maloom karna..
    dear Forex trading members jab bhi aap trading start lene laga toh aapko market mein strong support and resistance ka maloom hona zaroori hai trading mein management karne ke liye aapko technical analysis se helpline chahiye without proper technical analysis market management is not possible according to support and resistance aap ko take profit or stop loss set karna chahiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yea brother i am agree with you ham jab bhi koi trade open kren pehle to hamen market k strong support and resistance ka pta hona chahiye second hamen ye baat apne mind men rakhni chahiye k ham kissi bhi pair k trend k sath chal rhe ho agar ham trend k against jaen ge to ham apna sab kch hi loss kr jarn ge so hamen trend k sath chalna hai
    • #3 Collapse

      best trading kay liye use honay waali sab sey importnat value rakhnay wala tool useful tool support and resistance hay aur aap ko achi trading kay liye support and resistance ka measurement karna ata hoga tou aap kay liye trading bohat he asaan hojay gi achay analysis mei bhi inka important role hay aur achi trades inhi kay zariye aap find kartay ho aur acha faida letay ho
      • #4 Collapse

        je belkol ap theek farma rahy hain. forex may trade karty waqt humy strong support ar ressistance ka pta hona chahye. hume ye maloom hona chahye k market may trend kia hai. usi k hisab say humy trade lagani chahye agr hum trend k mutabiq trade karaingy to hum loss may kam ar profit may ziada rahaingy. to in cheezon ka khas khayal rakhna zaroorihota hai humhe ye sab maloom ho to trade karna asan hota hai.
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: tabiraja پيغام ديکھيے
          dear Forex trading members jab bhi aap trading start lene laga toh aapko market mein strong support and resistance ka maloom hona zaroori hai trading mein management karne ke liye aapko technical analysis se helpline chahiye without proper technical analysis market management is not possible according to support and resistance aap ko take profit or stop loss set karna chahiye
          Assalamualaikum Ji Bhai aapki postman read Gaya sport or resistance Ek accha cheez hai Lekin wo Sare today's course ke baare mein Maloom Nahi Hai Aur technical analysis ke baare mein aapne baat ki yeh bahut jyada Jaroori hai agar Hamare analyses purana ho to Hame train Nahi Lagana chahiye Kyunki wo aapke Lagta aa jata hai na ki aap ke experience par
          • #6 Collapse

            Forex.trading mein enter honay kay lye support aur resistance ka maaloom hona bahut zaroori hai aur jab tak market support ya resistance point per pounch na jaye uss waqt tak trade open na karain aur wait karain ta kay market support ya resistance ko touch kar jaye uss kay baad trade lagain tou aap ko uss trade sae bahut zayada profit hota hai
            • #7 Collapse

              trading sy pahly ye bht zarorei hai k hum is main support or resistance ky bary main malom hona bht zarori hai agar humy is support or resistance ka hi pata na ho ga to hum kabhi b trade nahi le sakty or agar hum is ko janty hi nahi ho gy to hum kabhi b achy sy trade nahi kar pae gy practice na karny sy hum just apna loss hi kar sakty hain .
              • #8 Collapse

                yes of course Amna jaby trading karni ho Pakistan Forex forum ke sher ki ek a bonus earning kar kiye Huye bonus se to Hame chahiye K trading karne se pehle Hamesha support resistance areas Quadra karne orem house Jammu Tawi trading karna chahiye aur Is Tarah Hame jaldi bonus milega Hame Hamesha Se Laga Ne Se Pehle trade open karne se pahle otorrents area ka pata hona chahiye.
                • #9 Collapse

                  slaam to all forum members...market ka top resistance to lowest support jana ka lyia app ko bas iyk indicator use krna hota ha jo ka market sa customize free main mil jta hain app ko market main success ka lyia ya point jana boht zarori hota ha app is indicator ka bagir kabi bhe prefect trade nahi lga skta hain is ka satha fobo indicator ko attach kyia jye boht acha result mila ga...
                  • #10 Collapse

                    forex k liay supports or resistance b boht achay hai is k sath tichnical analysis b forex main boht madad gaar sabit hotay hai is k sath hum ko pair ki news par b nazar rakhna ho gi or fundmental news par b phir ja kar forex ka behtreen result milta hai
                    • #11 Collapse

                      G bhai ap ne thek kaha k hamein proper analysis kr k he trading krni chahiye q k is se hamein ye pata chalta hai k aj market ke halat kia hoon ge or take profit or stop loss se hamein trading managment krni chahiye take ham loss se bach saken
                      • #12 Collapse

                        market ki support aur resistance maloom kar kay trade karna bohat asan hota hay agar hum yejan jaye gay to market main trade bhi safe tariqay say kar sakty hay es business main humay seekh kar kam karnay main he faida hota hay tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay esmain demo account par trading practice karni chahiye
                        • #13 Collapse

                          g han bhai apki bat shai hai forex main aghr hum en chezon k sath trading karen tu hmain kbjhi bhi loss na hony pay or forex trading main hmain technical analysis k stth trading karni chahye es se hmari trading main risk ka factor kam ho jta hai or hmain loss k chances bhi khtm ho jaty hain tu apni trading main money managmnt k according trading karni chahye
                          • #14 Collapse

                            dear ap ki baat bilkul theek ha humainy support and resiatance ko market me analysis kartay wakt supoort and resistance ko kabi b ignore na karay ku kay market in point se strongly reverse hoti ha dear ap ko suppport and reistance kay sath support and resiatance zone draw karnay chahiey or dear me long time ki support and resiatance use karta ho jo market me bohat zada achay signal deti ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Usman456 پيغام ديکھيے
                              G bhai ap ne thek kaha k hamein proper analysis kr k he trading krni chahiye q k is se hamein ye pata chalta hai k aj market ke halat kia hoon ge or take profit or stop loss se hamein trading managment krni chahiye take ham loss se bach saken
                              Assam alaikum bhai trading key management ke liye proper tarike se analyses Karke trading Karni chahiye Jitna Hum analyzers sakte hain Hume uthna Hai trading Mein profit Hota Hai Hame main management acche tarike se Sambhal nahi chahiye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X