Insta say direct bank main kabhi aap ne withdraw karwaia hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Insta say direct bank main kabhi aap ne withdraw karwaia hai
    Dear kabhi aap ne withdraw kay liay bank wore system use kia hai.
    Kiun kay skrill main to aik ya do din main paisa a jata hai..laikin hamain pata hona chiay kay bank main aap ka withdraw late ay ga laikin aap ko directly aap ka paisa bhi mil jay ga.
    Withdraw fees bhi normal hai..or dollar bhi current rate jo insta forex per chal ra hota hai.us hisab say aap kay bank main ajata hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    VISA card kay zariye bank mei amount aap ki withdrawal aati hay yaani agar aap ney agar bank kay zariye deposit huwa ho 2 tarikon se hota hay wire transfer aur visa card kay through visa card se bhi bank account se amount deduct hoti hay deposit hojati hay aap kay account mei but experience nahe keya bank withdrawal bhi best hogi try karain kay aap insta support se achi rehnumai len..
    • #3 Collapse

      Dear main ne instaforex se withdrawal lete huye ki baar bank k option ko dekha hai lekin kabhi bhi isse use ni kia hai main bhi yahi smajhta hoon k hamen apne withdrawal bank men hi lene chahiye q k skrill se phir hamen jazz cash ya bank withdrawal hi karwana parta hai isliye hamen bhi apne withdrawal bank men hi lene chahiye to hamare liye behtar hai
      • #4 Collapse

        Nahin kabhi bank account mein withdraw lye tou nahin hai lakin aaj kal tiu pakistan mein banks mein account check ho rahay hain aur yeh bhi check ho sakta hai kay yeh oaisay humaray account mein kahan sae aa rahay hain aur yeh money laundering kay zumray mein aa sakta hai
        • #5 Collapse

          agar hum instaforex say withdraw direct bank main lena chahty hay to ye option bhi mojood hay hum us option ko avail kar sakty hay es trha he hum esmain profit ko withdraw to bank ki sahulat ko avail kar sakty hay esmain humary liey koi issue nahi hot aur eskay elawa differnet kisam kay tariqay bhi hay withdraw kay
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            instaforex say agar hum nay profit earn kar lea hay to hum es profit ko withdraw kar sakty hay es profit ko humay bank main withdraw request dalni hoti hay aur withdraw ka process time kay kay baad amount jo hum nay withdraw ki hoti hay humary bank account main rescive ho jati hay aur hum usko nikalwa kar use kar sakty hay

            اب آن لائن

            Working...
            X