Why do Forex Traders Lose Money

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    dear i think traders forex mein is liye loss karte hein q kay unka experience nahi hota,,unhon ne forex ko learn nahi kiya hota is waja se unko kuch ilm nahi hota forex..and 1 other big reason is greed..hamein is se bachna chahiye..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      bahi main samajtah hon ka orex business aik mahnat sa samjh ka karna ka business hai agar aap is ko learn kar k aur demo pa trading karin is sa aap ko loss ka chance kam ho jay ga sath sath apni knowledge k arya risk management ko bhi dekhan main rakhin
      • #108 Collapse

        Wo is Liye Bhai k Ham Boht Log aisy Hain forex Mai Jo is Ko Proper Tareeky Se Samaajh Nahi Paa Rahy is Liye Hamy Forex Mai Boht Loss Hota Hai Jab Tak Ham forex k Baary Mai Poori Research Nahi Ker Lety Ham Kabhi Kamyab Nahi Hongy or Loss se Nahi Bach Skty
        • #109 Collapse

          people come here thinking that they are going to b rich in few days but the reality is that they first have to strive a lot for that which they don't....I have seen many trader trading without knowledge and without experience so that's y they fail...
           
          • #110 Collapse

            yar merey hesab say loss un ko hota ha jo proper samaj ker trade nahe ker ty keyo ka jab app ko trend ke knowledge nahe ho ge tu app ka jaror stop loss hit ho jata hai es leya jab bhe trade kara tu fundamentl aur tehcnical knowledge ly ker trend ko samajy howa trade karan.
            • #111 Collapse

              Forex trading highly risky volatile market hai aur ess market mein joo loog apni knowledge aur experience lee kar trading kartee hain acha kama letee hain jaisee fundamental aur technical analysis koo achi tarhan study kar lein uss ke baad trading krein warna inexperience in trading aap koo bohat loss de ga
                 
              • #112 Collapse

                Traders loss esly krty hy q k ek tho forex ke market bhe uncertain hoti hy jis me koi perfect nahi hota. oor dosre ehm bth yeh hay kay traders k pas kam knowledge hoti hy jsi pe wo depend nahi krskty..
                 
                • #113 Collapse

                  bhai mere khyal se meine abhi tak to kisi user ke sath aisa hote we nahi suna agar aisa kisi ke sath hota hai to use demo trading ko aur time dena chahie hai take woh jab itna pro ho jae to hi profit kamae.
                     
                  FOREX PAK FORUM FOREVER
                  • #114 Collapse

                    dear mere khayal se to forex trading bohatasan trading hay lakin kuch log es me laalach karte hainaur kuch log jaldbaz hote hain aur kuch trading kay doran apne emotions apr control nohaijn rakh sakte ese logo ko loss hota hay.
                     
                    • #115 Collapse

                      forex tarder loss karty hain iss ki maij waja hai lailmi yanhan par bohat sy tarders esy hain jo kafi achi trading kar sakty hain magar unhan kuch rules ka nahi pta hota hai is waja sy unahn loss ho jat hai
                      • #116 Collapse

                        Forex is no expert so Forex is losses money..so every traders should maximum one year hard demo practice .so demo account is the mother of forex learning ..
                        • #117 Collapse

                          is ki eham waja yah hai ka zayada log is ko soch samj ka anhi krta na technical analysis ki base par trade lagata hai an daikhta hai ka kn sa factor is par asar andaz hu raha hai woh in sb chezo ko nazar andaz kr ka trade lagata hai jis ki waja sa un ka loss hu jata hai yahi ek eham waja hai ka ka log is ma nakam hu jata hai
                          • #118 Collapse

                            mara kheal sa to forex trader sirf es lia money ko lose karta ha kio ka wo log bgar koch socha samja ya pher bas thora sa knowledge ka sath forex ma enter ho jata ha bas ya reason ha mara kheal sa to.
                             
                            • #119 Collapse

                              Dear trader forex may apni money is liye lose karty hain kiyu kay wo forex may greed karty hain un kay pass acha knowledge an experience bi hota hy lakin phir bi wo forex may ziyada money hasil karny ki wja say greed karty hain jis say un ka paisa lose may chla jata hy.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                Most of the traders can make average profit. Only the 5% are the successful in Forex trade. Most of the losers think that Forex is gambling, on the other hand the newbies are the victim of those loses for not to have the proper knowledge and experience. You need to improve your skills to survive in Forex market.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X