agar hum kahain k koi bhi trader sari trades main profit lay sakta hai to ye baat bohat ajeb ho gi.q k iss field main risk hai or loss sabhi ko hoota hai.iss liye kamyaab trader banny kay liye loss ko bhi business ka hissa samaj kar chalna chahiey.yani trading main loss to lazmi hoga lekin hum bri asaani say loss recover kar kay again trading main earn kar sakty hain.hamara over all result agar profit main hai to iska matlab hum theek trading kar rhy hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим