Why do Forex Traders Lose Money
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2296 Collapse

    loss aur profit tou hota hi rahta hai hamain trade karny k liye hard work karni ho gi ta k earn kar skay aur greed ko avoid kar k hi hum acha profit hasil kar sakty hain aur money hasil kar k hi earning ho sakty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2297 Collapse

      Bohat say trader esay hain jo kay lack of knowledge ki waja say forex main fail ho jatay hain aur apni sari investment say hath dho beth'tay hain is ki bari waja ye hay kay un kay paas itna experience nahi hota jis ki waja say wo trades main mistakes kartay hain loose karnay ki aik bari waja lalach bhi hay jo kay trader ko fail kar deti hay
      • #2298 Collapse

        forex trading ko krny say hum is market main loss b krty hain or kabi kabar profit b hota hai laikin ik trader nay apni her ik mistake say sabik laina hota hai jis ki madad say hum is market main kaam ko krny say profit ko earn kr saqty hain
        • #2299 Collapse

          According to my opinion forex is great opportunity for us to earn easily but its a risky business lose tb hota hai jb hm overconfident ho kr Sara bonus greed m use kr den hme market ki itni knowledge na ho phr bhi hm mistake krty han AGR log apni mistake se learn kren to lose of money se Bach skty hai
          • #2300 Collapse

            forex trading main loss karnay ki aik waja ye bhi hay keh hum esmain theak say learning nahi karty so humay agar esmain theak say learning karni hay to humay sahi say time daina chahieye
            • #2301 Collapse

              G sir yeh estimate mujhy b theek he lagta ha ke Forex trading mai above 90 percent traders profitable trading nai kar patay hain . ziada tar new traders start mai investment kar daite hai n jab un kay pas trading ka na tu knowledge hota hai aur new honay ke wajha say kio khas experience , jis ke wajha say loss hota hai.
                 
              • #2302 Collapse

                Always try to invest principal amount don't invest everything you have otherwise you will lose all of your amount have a backup also with experience you will make out of it
                • #2303 Collapse

                  greed hi is kay pechay aik bohat hi bari reason hoti hai kay jis ki wajahs ay apko lost hota hai mujhay bi greed kay duran me lost ho jata hai ju me bohat zayadah gredy bun jata ho tu is ka result mujhay lost me hi milta hai hala kay ye trading kay rules kay opposite hai
                  • #2304 Collapse

                    kun k emotions hamre trades ko effect karte hain hum with out plan trade late hain aur with out plan he trade sa out ho jate hain losses ko grow hone date hain profits ko cut kar date hain
                    • #2305 Collapse

                      it is ture that mostly trader in the forex lost their money and quite their business . many things involves in that business so it is not just single greeed. except greed may other factor involve. so i am going to tell when u start your business try to remain calm and do all that work with plan and stragites
                      • #2306 Collapse

                        forex trading main agar hum loss karty hay to humay chahiey keh note karen kis waja say humay loss huwa hay agar hum us waja ko kill karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay
                        • #2307 Collapse

                          forex trading mai ziada tar traders trading kay doran loss he karty hain . kahin parha tha kay jo b log trading start karty hain un mai say 95 percent traders ko iss mai loss ho jata hai . iss ke main wajha yeh hai traders apni trading skills do develop kiye bahgir aur experience kay baghir trading start kar daite hain.
                             
                          • #2308 Collapse

                            I think is ki reason ye han k hum is business me boht zyada greed karty han aur big lot size par trading karty han isi liye humy is business me loss ho jata han humy chahye k hum market me koi bhi position open karny se pahly market ko achi trha se analyze kary and then trade kary isi trha hum losses se bach sakty han.
                            • #2309 Collapse

                              forex me log improper Money management ki wja se loss krty hn, aik to lot size apni aukaat se bhr k lety hn dosra apny analysis pe yaqeen na rkhtuy huy trade ko jaldi close kr dety hn.. failure ki sb se bri wja yae hh..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2310 Collapse

                                rules ko follow kar k hi trade karni ho gi tak loss kam ho saky gay aur trend ko avoid kar k hi hum achi trade kar saky gay aur emotion ko kabo main rakh k hi trade karni ho gi aur profit hasil ho saky gay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X