Trading mai up aor down hoti rehti hai gabrana nahi
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mai up aor down hoti rehti hai gabrana nahi
    Bilkul trading ki ye khaseyat hai k trader kabi success hasil karta hai aor kabi failure ka samna karta hai so ye ik common cheez hai agar apke saat aisa ho tu bilkul gabrana nahi chaheye balkay har cheez ko positive layna chaheye jo apke leye acha ho ya acha na ho
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    apki bat shi hay jee market ka kuch pata nhi hota jis ki waja se market achanak up ya down chali jati hay jis se ya profit gin hota hay ya phir loss ye dono soratey market k changes baladal kar rakh deti hay jis se ya loss hota hay ya phir profit aur ye aap par depend hay k ap achi trading kar pao gey ya phir bad is liye soch smjh kar trade kare.
    • #3 Collapse

      aapki baat se agree Karta Hoon Forex trading member trading market ko analyse karna responsibility se kam nahi hai market ko fundamental of Technical sabse analyse karna chahiye up and down co understand karna chahiye market trend tracking Aapka kaam hai fundamental news ko give karna bhi zaroori hai market Mein analysis ke baad apni strategy or planning karne ke baad trade open karo
      • #4 Collapse

        Business main profit aur loss ka hona koi bhi bari bat nai hoti is se pershani hasil karny wale kbi bhi achy business man nai bn skte is ley profit aur loss ki fikar keye baghir apni mehnat jati rakhni chaye koun ke mehnat kbi bhi reyegah nai jati
        • #5 Collapse

          Apki bat say main agree karti hun forex aik business hai aur business main ups & down hoty rehty hain kabi ap profit main hoty ho aur kabi ap loss main is liye jis condition main bhi ho apko confident rehna chahiye aur sabar ka daman kbi na chorain profit hony par greedy na bany aur loss hony par give up na karain balky mazeed mehnat karain ap kamyab zaroor hongay...
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
            Bilkul trading ki ye khaseyat hai k trader kabi success hasil karta hai aor kabi failure ka samna karta hai so ye ik common cheez hai agar apke saat aisa ho tu bilkul gabrana nahi chaheye balkay har cheez ko positive layna chaheye jo apke leye acha ho ya acha na ho
            kabhi market up kabhi down hoti rehti hay ye tou part hay business ka kabhi up kabhi down up ko ghabrana nahe chaiye jab aap ki trades according to best patren hogi aap ney analysis kay zariye trade ki ho eska matlab hota hay aap ki trade secure hay aap ney lazman stop loss aur take profit ka use keya hay then ussko level tak janay mei aap ko apni trade mei intezaar karna chahiye..
            • #7 Collapse

              Kio bhi kam aese nai hay k jis main ups and downs na aate ho isia tarha forex trading main bhi humain kabhi loss hota hay aur kabi profit tou agr humain loss bhi bhi jata hay tou humain is cheez ko boht dil par nai lena cahiay balke apni mistakes ko dor karna cahiay take next hum loss se bache reh sake profit aur loss har kaam ka hisa hay so humain mehnat kar k apne loss ko minimaize karna cahiay na k kaam karna chor dena cahaiy
              • #8 Collapse

                hum jb is main koi trade lety hain to humy ye sochny ki zarorat nahi hai q k hum sb achy sy janty hain k is business main ups or down to aty hi rahty hain to is liye humy is main panic hony ki zarorat nahi hai humy is business main patiance rakhna chaye .ta k hum siccess ho sakyen .
                • #9 Collapse

                  forex market main agar hum movement ko understand kar kay trade karen gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main money management ka khass khyal karna chahiye kyun keh money manage kar kay kam karnay main he faida hota hay tab he safe earning kar sakty hay es business main focus karna bohat zaroori hota hay
                  • #10 Collapse

                    Bilkul baki business ki tarah Forex trading b business ha or ye b uper neechy hota rehta ha is lye hmain ghabrana nh chaea kyun k kabi market uper jati or kabi 1 dam se neechy b aa sakti hai hmain patience se kaam laina chaea or ghabrana nh chaea is tarah Ham faisly or b ghalat kar sakty hain jis ka hmain loss ho sakta
                    • #11 Collapse

                      dear friend beznus m otar Chrhao aty rhty jesy Wesy hi forex m b market upar nechy move krti rhti hy ghbrana nhi chahiy q k jesy los m ai market wsy hi profit m b a jati h r ap ka los cover ho jata h es m ghbraen na
                      • #12 Collapse

                        G haan forex ki market main up and down to atay he hain so in say kbi bhi ghabran nai chaheay kyun k yeh bhi trading ka aik part ha kbi kamyabi kbi failure so in chezo say jo banda ghabra jata ha wo kamyab nai hota so yeh chezain sath sath chalti hain lekin apni effoerts ko nai chorna chaheay.
                        • #13 Collapse

                          G bilkul friends forex me balkeh har karobar me yhan tk k poori zindagi me up down chalta rehta he isliye nuqsan se ya der ho jane se kbi ghabrana nhn.zindagi me kamyab wohi hota he jo apni aur doisron ki ghaltion se sabaq seekhta he aur knowledge aur patience k sath kaam krta rehta he
                          • #14 Collapse

                            forex trading aik risky business hai es liye yah online trading k name se mash hor hai jub k sub ko yah bat tu pta hogi k online busness main kub kiya ho jay pata bhi nahi chalata hai es liye apko es main mahnt karna parhti hai or yah mind bnana hota hai k hmain kbhi bhi loss ho skata hai tu hmain over eact nahi karna hai q k over react main bnada mazzed phas jaata hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Trading hoo ya koi aur business her business mai up and down ye market ka nature hooti hay aur agr is se ap ghabraingay to ap forex to Kia dunya ka koi bhi business nahi kar sakeen gay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X