Ap ka account ma 200$

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    yeh to ap pir or market py depend markit jis trf jari ho waha ap lot lgaain take ap full earn kr skain or apko us hisab sy faida hoga ager ap iske baare men sure nahe ho to men apko yehi kahunga ke ap demo account per pehle practice kero ..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Yes brother I agree with you that starting may small lot size say he trade karna chahye ager big lot size ho ga to loss bhi big ho ga so we should do risk management and protect our account from big loss thanz
      • #18 Collapse

        ye tho app pa depend karta hai k ap ko kitna expirince and knolege hai us k mutabiq app kam kar sakty ho warna mara masvara to yahe hai k ap phala demo account p kam siko.
         
        • #19 Collapse

          Mre khiyal me agr ap k account main 200$ ka balance ho to ap ko forex main minimum amount se trading krne chayey jo k minimum 10$ hay.minimum se trading krne ka yey faidaho ga k k agr ap k koi trade loss main chaly be jay to ap mazeed trade kr k us loss ko cover kar saky to us tara say ap ka account be save rahy ga aur loss be nahi hoga.or dusra ye k ap phly demo account pay kam kr k apne ap ko is business me experience hasil kry then pphr real trade kry
          • #20 Collapse

            mere bhai zaahir hai choti size ki lot size hi use hogi kyun ke account jitna bhi bara ho zada risk nahi lena chaiye warna yahan kuch bhi ho sakta hai yeh aisa busienss hai so me yehi kahunga knowledge gain karkey start karey aap
            • #21 Collapse

              jab mainay start keya tha tu mainay small trade ki thi aur mujay suhuro shuro mai bohat los shuea tha ab kuch theka hai mai smally pips se trade karta hu aur ye assaan hai meray leye
              • #22 Collapse

                Dear agr aap ka balance 200$ sy oper hy tb bhe aap 0.01 sy ly kr 0.05 tk ki lot use karen us sy up na jaen jb tk k aap ka balance increase huty huy 500$ tk na hujay. koshish karen k apna capital increase karen. cash mt karwain or usy increase krty rahen kam sy kam 500$ tk ly kr jain us k bad he apni lot size ko increase karen.
                • #23 Collapse

                  sir agar new trader k pass 200 dollar ho trading karnay k liye tu un ko ye karna chahiye k forex mai live trading wo first time mai kam size ki lot lagy or is mai pura investment nahi karay bonus q k is mai agar aap ko kam loss hoga tu aap kam investment mai aap experience gain kar saky gaye ....
                  • #24 Collapse

                    dear new traders ko chaye k agar us k account me 200$ hey to wo 1st time kam se kam lot size par hi trading karen or zeyda se zeyda learning ki koshish karen.
                    • #25 Collapse
                      sohaib khan سے یہ جواب حذف کر دیا گیا ہے Unknown

                      Dear agar ap k account main 200$ bonus hotu ap lot size maximum 0.10 rakh kar trading kar saktay hain ye best hai earning k liye bi or loss honay se bi ap easily bach saktay hain....
                    • #26 Collapse

                      me buht zada senior to nhi bat itna mjhe pata hai k apne money management ka question pocha hai, or me yehi kaho gi k ap newbie trader ho ap kisi experience trader ki help or us k signal se trading karo jesa wo apko batye ge or lot size 0.01 or zada se zada 0.05 hi use karna
                      • #27 Collapse

                        bhai jab aap k pass 200 $ ka account ho aur aap new hn tu aap ko chaaya keh aap demo account pay practice kerain aur experience gain kerain jab aap ko kuch experience hoo jay tu phir is 200 ko use kerain aur micro trade say start kerain aur try kerain keh aap ka balance increase hoo.
                        • #28 Collapse

                          agar ap kay account main 200$ ka balance ho to ap ko forex main .10 $ say trading karni chahy ta kay agar ap ke koi trade loss main chaly be jay to ap mazeed trade lay kay us kay loss ko cover kar sakayn to us tara say ap ka account be save rahy ga aur loss be nahi hoga.
                          • #29 Collapse

                            agar ap ke koi trade loss main chaly be jay to ap mazeed trade lay kay us kay loss ko cover kar sakayn to us tara say ap ka account be save rahy ga aur loss be nahi hoga.agar aap k account me 200$ hain to aap ko ahtiyat say he trading karni chahye ku k 200$ koi zyada nahi hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #30 Collapse

                              sorry dear muje bare mai information nahi hai ...... mai ne abhi tak 200$ nahi banaye hai jis se mai trading kare mai abhi posting kar raha ho aur per trading karne ke baad withdraw karo ga ..... per muje abhi es bare mai pata nahi hai ,,,

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X