Crude oil abi buy krna chaeay ya sell?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Crude oil abi buy krna chaeay ya sell?
    Dosto aj kal apko pta ha crude oil apni high value ko touch kr raha ha ap k khayal main aisi situation main crude oil ko buy krna chaeay ya sell. So senior members apni apni raye dain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    cl ki market kafi up hy aur musalsal opar ja rahi hy.kuch nhe kaha ja sakta k kab tak down ho gi.agar ap ne yaha pe investment karni hy to news pe tawaja dain jab down ka signal mily to sell karen.past mein bhi kafi up gai hy cl ki market.
    • #3 Collapse

      dear meray exprience kay mutabik europian union countries or america kay saudi arabia kay sath muzakrat honay tak ka wait karna chahiey agr ap nay crude oil ko sell karna ha agr saudi arab or degar oil country kay america kay sath oil ki koi deal hoti ha to phr oil sell a sakta ha ku kay america or europian countries saudia ko oil price kam karnay ka kehay gi
      • #4 Collapse

        Brother crude oil chand din pehly 76 sy above ko touch kar k aaya hai aur ye oil ke prices es ly zaida hui hain k iran say oil abi market ma nahi supply ho raha hai or uski wajha say oil ke demand ma izzafa ho raha hai. Iran par America nay next month say pabandi lagany ka ailaan kia hai aur ye kaha hai kay us say oil ki import nahi hoge. Jiske wajha say oil ke keetin kafi up gai hui hain.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          bhai saab apko pta hona chye ky crude oil trend chang bhi lr skta hai abi to bottom py hai Sunaina trained bahut first change kar leta hai aap ko Maloom hona chahiye ke crude oil 76.05 hai isliye crude and ki market abhi bahut dangerous hai abhi pivot point pe hai yahan se up bhi ja sakta hai aur down bhi aa sakta hai

          اب آن لائن

          Working...
          X