Trader ke life itne asaan nahi.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trader ke life itne asaan nahi.
    Dear aap log agar ye sochty hain kay trading itna mushkil kaam nahi aur trader aaram say baith kar trading karta hai aur koi mushkil kaam us kay liey nahi hota. Ma aapko btaata chalun kay trading bht he tension wala aur mind ko thaka deny wala kaam hai jis say aap mentally toor par kafi busy rehty hain aur har wakt aap ka mind trading ma he rehta ha. Lehaza es kaam ko asan na samjhin aur es ko samjhny ke koahish karin.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    trading mushkil ha isliey kay yeh mind par asar dalti ha or dipression ata ha jub ap ko profit hota ha to ap kuch loss honay par mood kharab rehta ha
    trading aik stressfull kam ha ap ko is ko mind par nehi lena chahiey or is ko business ki tarah deal karay takay tention or fear se bacha ja sakay or is tarah ap ki trading or life both easy ho jaey gi
    • #3 Collapse

      Asslam o alikam all ferinds ap ka sawal thek hai trader ki life main tension hi tension hoti hai kew k agr hume profit be ho jata hai tu hume ur profit k cakar main par jate hein
      • #4 Collapse

        trading mein tention to ho hy agar ap yaha se kuch hasil karna chahty hen to kafi tuff time lena parta hy.yaha pe din rat kam karna parta hy.aur failur ka samna bhi aksar karna parta hy.yaha pe kamyab wohi hota hy jo himat nhe harta.
        • #5 Collapse

          Dear member forex business eak bohat bada business es mein life asan he ye un ke leye sai ni hota jin ko es chz ke abre mein pata ni hota ye business simple business he es mein bas mhnat karni padti he jab koi trader banjata he to wo market ko dekh kr hi andaza laga leta he k aj kitne pips nikal ne hein professional bulkul b preshan ni rhata
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
            Dear aap log agar ye sochty hain kay trading itna mushkil kaam nahi aur trader aaram say baith kar trading karta hai aur koi mushkil kaam us kay liey nahi hota. Ma aapko btaata chalun kay trading bht he tension wala aur mind ko thaka deny wala kaam hai jis say aap mentally toor par kafi busy rehty hain aur har wakt aap ka mind trading ma he rehta ha. Lehaza es kaam ko asan na samjhin aur es ko samjhny ke koahish karin.
            Assalamualaikum G Bhai aap ki post ke mera kuch Jada changing nahi hai agar aap trading business kar rahe hain to aapko Apne mind ko fresh Tak Na Hoga aur kabhi bhi doublemint vocal post nahi karna chahiye Kyunki agar aap doublemint ho jayenge to aap acchi trade Ko Chod baithenge aur koi galat trailer gadenge
            • #7 Collapse

              bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning karni ha to per hum ko trade easy nhi lana hoga warna hum ko lot of loss hosakta ha es leya hum ko forex ko serious lana hoge taka hum ko achi earning start ho sakaa to per hum ko profit hoge warna hum ko loss hehoge ager hum trade ko serious nhi lata ha................
              • #8 Collapse

                Ap ne sahi kaha ha k trader ki life asaan nahi .forex main kamyabhi k liye trader ko bht mehnat i zroorat ha .forex ki leaning krna prctice krna is k liye time pe uthna sab kam time to time krna .practice krna .sab rulles ko samjhna sab kam hi trader ne krny hoty hain .
                • #9 Collapse

                  Dear duniya mein koi b kaam asan nhi hota har kaam mein thori boht mehmat toh zarur hoti hai phr wo dimagh ki ho ya hath ki mehmat ka baghair koi cheez possible nhi aur han main aap ki bat pa agree karta hn forex trading aap ko mentally tor pa thaka deti hai har waqt tension rehta hai.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Traders ki life es ley be etni asaan nahi ho sakti hay key 24 hours hi us ka mind profit earn karny ka sochta hay aur esi ley 24 hours us ki nazar news par hoti hay, ye etna asaan be nahi hay traders profit to bahot zeyda earn kar lety hey magar other business se zeyda us ko mehnat karna hoti hay.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X