Luck vs experience and knowledge

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Luck vs experience and knowledge
    Assalam alaikum bhai forex ak aisa business hai jis main ham ko work krna ka lya knowledge aur experience ke zrorat hoti hai jab ham ya dono chezan hasil kr leta han tu ham samajhta han ka ab trading start ke jaye aur profit arn kia jaye laikin profit tab he milta hai jab ka luck ap ka sath deta hai us lya luck sab sa important hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Assalamualykum friends luck kisi be kam k liey agr ho to buht he achi hy but i think forex main luck kabi kabhar hy k ap lucky ho means k ap nyn trade ghlt be laga di but ap k luck ki vjha say ap ko nuqsan ni ho aur forex main ap ko knowledge agr ho ga apk pas experience ho ga to he ap asal main kamyab hon gay aur apko faida mily ga otherwise agr ap luck pay depend karo gay to kamyab ni ho gay
    • #3 Collapse

      Agar Hamare Paas experience jyada hai market Mein kam karne ke liye acche wale direction hi tabahi Hamari luck Hamara Saath Degi Hame achche Se Accha kaam karna hota hai Ta Kya Main Zyada Zyada a profit Mile Hum Yaar nahi Kare market miraculous Par Hum yaha par accha wala target achieve karte hai hamara kaam Jwala Hota Jai Jai
      • #4 Collapse

        Dear Forex trading members Lak pe depend karna bahut hi galat decision hoga Humne Apne knowledge or experience pe depend karna chahiye export trading habits Yehi Hai Ke Hame independent trading karne ke liye demo account mein practice aur mehnat Karni chahiye Forex trading main Zyada Se Zyada knowledge or experience with Urdu tabhi aapko accha bonus Bhi Milega aur trading main accha profit Bhi Hoga
        • #5 Collapse

          bohat acha sawal ha ager hum ko forex achi earning start karni ha to per hum ko chaheya ka hum apna knowledge pa depend karna start karda q ka ager hum luck pa depend karta ha to per hum ko lot of loss be ho sakta ha esleya hum ko apni knowledge pa depend karna hoga warna hum ko loss hoga............
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: nadeem401 پيغام ديکھيے
            Assalam alaikum bhai forex ak aisa business hai jis main ham ko work krna ka lya knowledge aur experience ke zrorat hoti hai jab ham ya dono chezan hasil kr leta han tu ham samajhta han ka ab trading start ke jaye aur profit arn kia jaye laikin profit tab he milta hai jab ka luck ap ka sath deta hai us lya luck sab sa important hai
            Wa Alikum salam
            bhai aap ager luck aur experience ko aik saath comperisne kry gy tu
            aapko ko hameeha experience hi aagy jta nazer aay ga hameesha wo
            loog na kaam hoty hai jo k sab apni luck per choor daity hai
            • #7 Collapse

              Luck

              brother aap forex trading main luck ko kabhi bhi ignore nahin ker saktay yeh aik bara factor hay for examplr aap nay koi bhi entry lee hay or next day koi geo-political statement aa jati hay jiss kee wajah say market against move ker jaati hay to yeh aap ki luck hay.

              Experience and Knowledge.

              brothers Luck ka factor apni jaga hay lekin knowledge and experience are necessary parts of trading knowledge or experience dono zaroori hain jab tak aap kay paas experience nahi hoga or aap proper learning nahin kerain gay earning nahin ker saktay hay aap.
              • #8 Collapse

                Luck bhi bhot zeada hota hy k jo hamara likha howa hy ho hi ham ko milna hota hy pr eho b tab milta hy jab ham thiri si b mhnat krty hy agr ham sahi trha sy kam krty hy to phr ham kama sgty hy agr ham dykhy to koi b ehsa bnda nai hy jisny mhnat ki ho our who kamyab na howa ho to hamy b chiya k experience bnaye is ka bhot zeada faida hota hy
                https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: nadeem401 پيغام ديکھيے
                  Assalam alaikum bhai forex ak aisa business hai jis main ham ko work krna ka lya knowledge aur experience ke zrorat hoti hai jab ham ya dono chezan hasil kr leta han tu ham samajhta han ka ab trading start ke jaye aur profit arn kia jaye laikin profit tab he milta hai jab ka luck ap ka sath deta hai us lya luck sab sa important hai
                  Walaikum assalam ji Bhaijaan agar aap sirf aur sirf Apne lag par depend Kar Kar Jayenge To aap Jyada acche Businessman nahi ban Sakte agar aap ek perfect aur bahut hi acche Business mein Milna Chahte Hain To aapko apna experience kar kaam karna hoga tab aap kamyabi Hasil kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Brother ap ney bahut information wali post ki hey. Forex trading main luck ki apni aik ahmiat hey ager luck ka sath na ho to hamari koi bhi trade profit main na jaey leken main samjhta hon luck hamri tabeh hey hamary knowledge ,experience aor mehnat key. Keon keh milta wohi gey jiski insan koshish kerta hey. Experience next stage hey learning ki ager learning aor knowledge nhen ho ga to phir experience kis chez ka ho ga.
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: nadeem401 پيغام ديکھيے
                      Assalam alaikum bhai forex ak aisa business hai jis main ham ko work krna ka lya knowledge aur experience ke zrorat hoti hai jab ham ya dono chezan hasil kr leta han tu ham samajhta han ka ab trading start ke jaye aur profit arn kia jaye laikin profit tab he milta hai jab ka luck ap ka sath deta hai us lya luck sab sa important hai
                      Forex trading main agar koi successful Hona Chahta Hai To uske liye Jaroori hai ke woh Forex trading ke baare mein knowledge or experience game Kare leg pad Band Karke Forex trading Mein successful nahi ho sakta
                      • #12 Collapse

                        bai luck , skill and knowledge alag alag chezain ha hum in ko apas ma kabi bi mix ni krskty forex trading ma skill ourbknowledge ka koi nimobadal ni ha luck apnka tabi sat de skta ha jab ap k pass knowledge our skill ho in dono k baghair sirf luck pa guzara chalana mumkin ni ha
                        • #13 Collapse

                          Re: Luck vs experience and knowledge

                          forex mai knowledge or experience ke bohat ahmeyat hain hamy demo account mai daily practice karne chahey or hamy apny seniors ke tips ko follow karty howe kam karna chahey forex mai dunay ky bary bary mumalik sahmil hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain yai aik real or kabe be band na hony wala business hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Luck vs experience and knowledge

                            Forex trading business mein sab se important tu ap ki mehnat ho gi aur mehnat kar k jo knewledge aur experience hasil kartay han wo hi forex trading business mein sab se ziada important hy agr ap mehnat kartay han aur mehnat aur hardwork kar k knewledge aur experience hasil kartay han tu ap apni luck ko bhi acha kar saktay han kiok koi bhi kaam hum mehnat kartay han tu hi kaamyaab ho saktay han
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Luck vs experience and knowledge

                              jee nab ap ny acha sawal kia ha yeh aik online karobar ha is man apko apny knowladge k satth kam karna aohrta ha ni to ap apna loss kar dyty ho rlor apko bht bara niqsan ho skata ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X