Forex trading main bad habits
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main bad habits
    ​Dear forum members forex trading main kush aisy batin hn jo ke hamary trade ko kharab kerty hn aur loss ki taraf lay jaty hn in habits ko ap bad habits keh sakty hn in habits main greed laluch saber na kerna ye subh shamil hn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Star401 پيغام ديکھيے
    ​Dear forum members forex trading main kush aisy batin hn jo ke hamary trade ko kharab kerty hn aur loss ki taraf lay jaty hn in habits ko ap bad habits keh sakty hn in habits main greed laluch saber na kerna ye subh shamil hn
    Forex trading Mein trade karte huye bahut Sare traders Joe common mistakes karte hain woh Yeh Hoti Hai Ke Bina market ke friend ko watch gear train karna aur jab profit Hona to Bilal Aaj karna aur apni trade ko Katna karna
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • #3 Collapse

      forex trading mein bad habbits mein sab se pahly hy greedness jo aksar nuqsan ka baes banti hy aur second hy over confidence jab hamen trading mein thora profit ho jata hy to agly trade ham bager sochy samjhy bari size ki laga dety hen jo jo hamara profit bhi sath ly jati hy.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Star401 پيغام ديکھيے
        ​Dear forum members forex trading main kush aisy batin hn jo ke hamary trade ko kharab kerty hn aur loss ki taraf lay jaty hn in habits ko ap bad habits keh sakty hn in habits main greed laluch saber na kerna ye subh shamil hn
        Salam bhai
        Mai apki baat sy bilkul agree karta hun aisy bohat sary anasir hain jin sy hamari trading kisi aur side par nikal rahi hy jaisy apny ny b bataya lalach sabar ki kami aur bohat kuch agar hum in ko avoid karirn to bohat faraq aa sakta hy
        • #5 Collapse

          Stop loss na lagana, profit lainay main saber na karna, lalich karna, apna ballance k mutabik lot size na lagana waghaira waghaira bad habits hain aor in sy her mumkin bachna chaheay .
          • #6 Collapse

            Yes dear kafi batien hain jinko hum bad habits Keh sakty hain,main cheze lalach,forex ko beghair sochy samjhy start karna, knowledge gain Na karna, hamesha profit ka sochna aur loss ko ignore karna, starting mein hi Bari lots laga Kar jald hi ameer banany ki sochna aur bahout Kuch dear jb hum forex ko business samjh kar karien gy tu hamien iska pta chaly ga warna hum apna time waste karty hain
            • #7 Collapse

              trade time bad habits yeh hain jo jub ap market me analysis kartay hain to jadbazi kar letay hain market me entry kay liey or market kay confirmation signal ka wait nehi kartay hain kuch achi trade milnay par zada lots lagana or agr wo loss me chali jati ha to big loss ho jata ha emotions or fear b bad habbit hain trading me entry time jis se analysis weak hota ap ko chahiey in bad habbit ko khatam. karay agr succesfull trading karni ha
              • #8 Collapse

                Sabse Zyada mistake bolo Karte Hain Jo isko acche se message nahi karte hai isme learning nahi karte hai is par kabhi bhi wahi skills to develop nahi karte hain G3 Jyada Koi Yahan Par skills to utilise Karenge working karne ke liye Smith hardworking Karenge Woh yahan se bahut kuch earning for learning kar sakte hain Apne Gham ko Jaan Se acche se manage kar sakte hai isliye Khayal Se Kam kare
                • #9 Collapse

                  Members trading main baad habits say ihteyat krain kyunk ye achi adaat nahi hai Esmain Los hota hai kyunk buri adaat ki waja profit ai Jo k greed ki waja say hai lalach k chakar main over trading g bhi hoti hai aur mistake bhi ho jati hain Es liy wo adaat ban jati hai Jo k Acha sign nahi hain greed ko control krain buri habit khud chooty jain gi.
                  • #10 Collapse

                    Asslam o alaikom forex trading me aisay bohat ye traders hai jin ko agr achi trading karni hai to un ko apni bad habits ko khatam karna ho ga bad habits me ziada lalach , paission ka na hona , bardhasht na hona , emotions pe control na hona , or besabri ka muzahira karna wagaira shamil hai jin se ek achay trader ko bach ke rehna chahiye ek achay trader me ye sab habits nahi honi chahiye
                    • #11 Collapse

                      greed mei rehna emotions pe control na karna aur kuch plannings kay saath kaam na karna ye humara zyada dushman hay yehi humey loss ka sabab banti hain bad habits jab tak humari trading mei shaamil hongi hum kabhi bhi kisi bhi tarah se kamyabi nahe le saktay inko apni trading se avoid har haal mei karna chaiye..
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko forex ma bad habit ko ignore karna hoga to per hum ko success ho sakta ha warna hum ko loss he hoga es leya forex ma bad habit greed ha to per hum ko greed sa ignore karna hoga to per hum ko achi profit hoge warna hum ko loss he hoga...........

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X