Profit aur loss 2no mind mein rakhny chahya???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Profit aur loss 2no mind mein rakhny chahya???
    Assalamualaikum all dear forex member g ham sub janty Han keh ham ko profit ho aur ham aik achi earning hasil Karan ham jub bhi trade lagaty Han to uska analysis asa karty Han keh yeh profit mein Jay ge tub hi ham trade lagaty Han to me yeh kehna chahta Hun keh ham ko profit ka sath sath loss ka bhi mind mein rakhna chahya keh ham ko loss bhi ho sakta hai to ham ko agr loss ho bbhi jay to ham ko phr itna feel ni hota es Lia lazmi profit ka sath sath loss ko bhi mind mein rakhan...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: atif111 پيغام ديکھيے
    Assalamualaikum all dear forex member g ham sub janty Han keh ham ko profit ho aur ham aik achi earning hasil Karan ham jub bhi trade lagaty Han to uska analysis asa karty Han keh yeh profit mein Jay ge tub hi ham trade lagaty Han to me yeh kehna chahta Hun keh ham ko profit ka sath sath loss ka bhi mind mein rakhna chahya keh ham ko loss bhi ho sakta hai to ham ko agr loss ho bbhi jay to ham ko phr itna feel ni hota es Lia lazmi profit ka sath sath loss ko bhi mind mein rakhan...
    G bhai hai aapne bilkul theek Kaha traders prohibition trading karte huye Apne mind may profit and loss Rakhna chahiye Uske Bina traders Kabhi B grade Na Kare
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • #3 Collapse

      profit aur loss donu hi trading ka hisa hen.jaha profit milny ki khush hoti hy waha pe loss ho jx to tention bhi ho jati hy koshash karen k trading k doran loss k lye apny ap ko har time tyar rakhen.aur loss ho jany pe disheart na hon.
      • #4 Collapse

        g bhai trading kertay hoay profit or loss dono ko mind main rekhna chahiye kiun kay loss bhi hota hay trading main profit kay saath saath to ager ham mentaly prepared nahin hon gay to loss kay baad aap mentally stressed ho jaayein gay
        • #5 Collapse

          G bhai loss aur profit koi bhi business ho uska hisa hotay hain hamien inn dono ko mind mein rakhna chahiey aur jb loss ho raha ho tu tension Na lien balky sabr sy kam lien aur next trade k ley ziada hard work aur mehnat karien. Loss ko hamesha apny mind mein rakhna chahiey q k forex trading eik business hai
          • #6 Collapse

            Aslam o alikum dost is online business mein lose be hota hai our profit be hota lose ko kam karny experience ka hona zaroori hai
            • #7 Collapse

              dear freAnd forex treading m profit hi ni los ko b Zhen m rakh k kam krna chahiy ye ni k over confidons ho k tread open kr do k los nhi profit hi ho ga forex m over confidons sy nai confidons sy tread open krna chahiy profit r los ko maind m rakh k.
              • #8 Collapse

                Asslam o alaikom g sahi bat hai ak achay trader ko profit ke sath sath khod ko loss ke liye mentaly tor pe tiyar rakhna chahiye is tarha hamay ziada agr loss ho bi jata hai to ziada feel nai hota or dosri bat jab bi trade karay ap ko stop loss or take profit pe laga lena chahiye ta ke ap ko loss ka khatra kam se kam ho
                • #9 Collapse

                  bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko trade karta waqat loss or profit both ko apna mind ma rakna hoga to per hum ko achi earning hoge warna hum ko loss he hoge es leya hum ko chahye ka hum trade karta waqat both ko apna mind ma rakaa..............
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    G han ap ne sahi kaha ha k jb forex trading kr rahy ho ap ko loss or profit dono hi apny mind main rakhny chaye .ye market asi ha k kbhi bhi kisi traf bhi move kr skti ha loss profit done hain is main .sirf profit ko zahan main na rakhain loss ko bhi yad rakhi phir agr kisi wajha se loss ho jata ha ap ka to ap har nahi many gy balky dil mazboot ho ga or ziada mehnat krny ki koshish kry gy ap .

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X