Forex ka lya education limit

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ka lya education limit
    Assalam alaikum bhai forex ak aisa business hai jis main education ke koi limit nea hai us main agr koi chez importance rakhti hai tu wo hai knowledge aur experience ya dono chezan bnda ka pas hon tu jab bnda ka dil kra bnda kam kr sakta hai forex us lya he tu best hai ka ya hamain bahut sahuliat deta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jee han forex ko join karney kay liey ya es pe kaam karny k liey kise bhe kisam ke requirements nahi chahey hoti hain. Na he education kay hawaaly say aur na he experience ka hawaly sy. Aap ka apna zaati kaam hota hai aap jis tarha say chahin ye kaam kar sakty hain aur apni marzi ke investment, choti sy choti aur bari say bari investment kar sakty hain. Lehaza har bandy k ly forex ka kam best hai.
    • #3 Collapse

      yaha pe education ki koi pabandi nhe hy.yaha pe trading karny k lye forex knowledge ki bhot ahmeat hy.koshash'karen ap apni forex knowledge ko improve karty rahen aur sath sath trading bhi karen.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: nadeem401 پيغام ديکھيے
        Assalam alaikum bhai forex ak aisa business hai jis main education ke koi limit nea hai us main agr koi chez importance rakhti hai tu wo hai knowledge aur experience ya dono chezan bnda ka pas hon tu jab bnda ka dil kra bnda kam kr sakta hai forex us lya he tu best hai ka ya hamain bahut sahuliat deta hai
        Forex trading account mein kam karne ke liye education ki koi limit nahi hai traders ko sirf market ki samajh aani chahiye lekin education ka waise bhi bahut fayda hota hai isliye education bhi zaroori hai
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Dear forex trading main interest ki zaroorat ha aur apki education ki koi pabandi ni ha. Ap ki jo bhi education ho bas ap thora bht English ko smjh lain yehi kafi ha. Apki mehnat aur interest bht matter krta ha is main agr ap forex trading main mehnat se kam kren ga to yehi apka experience ho ga. Thanks
          • #6 Collapse

            Dear aap ki baat bukal thek hay instaforex aak aasa bussniss hay jis main aap ko kisi tarha ki wducation ki zarrorat nahi hoti hay kisi be kisam ki kohi requirement ki zarrorat nahi hoti hay na exprence ki na knowledge ki instaforex trading har banday ka zati kam hay kohi banda kisi ko jawab day nahi hay iss bussniss yani har banda boss hay llakan iss bussniss main success hasil karna k laya zarori hay k trade k matalaq knowledge aur exprence hasil karay
            • #7 Collapse

              Dear frinds Education most Imprtant hai ye b zarori nhi hai ky jis ky pas Education na ho wo trading nhi kar sakta trading main education ka mtlb sirf yahi nhi ky boht zaida taleem ho Education ka matlb hai ky app jo b kam kar rahy hain us ky bary main malomat hona lazmi hai es liy Trding ky baru main education hasil karna ho g
              • #8 Collapse

                Asslam o alaikom aisa hi hai insta forex me kam karnay ke liye ap ko kisi ki high qulifications ki zarorat nai parti na hi ap ko koi degree leni parti hai ap is me agr parna likhna jantay hai to easly kam kar saktay hai bas ap ko insta forex ke baray me achi knowledge or experians hona chahiye is me education ki koi limit nai hai
                • #9 Collapse

                  Forex trading mein education ki koi need nhi hai bas forex trading ka bara ma achi malomat hona zaruri hai aap ko pta hona chaiyee kab aur kis cheez mein invest karna behtar hoga aur continuously apni knowledge increase krna hogi.
                  • #10 Collapse

                    wasay to education ka hona buhat zarori hota ha.is say trader ko is business ki sahi tarha say samaj lag jaty ha.buhat ager trader kay pas education nahi ha.tab bi wo is business ko ker sakta ha.bas uskay pas is business kay baray main sab kuch achi tarha say pata hona chaiya.or jab apni trading ko start karay to kisi achay trader say apni trading kay barayt main discus karay.is say trader ki trading main profit bi acha hoi ga.or is kay sat uskay pas is business ka experience bi a jay ga..
                    • #11 Collapse

                      G Bhai forex trading eik aisa business hai jis mein age,education e.t.c Kisi cheze ki koi limitations nahi hain bus apko interest ho forex ka knowledge ho ap Kisi bhi jaga jb apka dill kary trading start Kar sakty ho.forex trading 24 hrs business hai ap hi iss mein boss hai jb dil kary start karien jb dil kary close Kar do
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: nadeem401 پيغام ديکھيے
                        Assalam alaikum bhai forex ak aisa business hai jis main education ke koi limit nea hai us main agr koi chez importance rakhti hai tu wo hai knowledge aur experience ya dono chezan bnda ka pas hon tu jab bnda ka dil kra bnda kam kr sakta hai forex us lya he tu best hai ka ya hamain bahut sahuliat deta hai
                        Salaam Alaikum by Forex ke liye education ki koi limit nahi hai sirf or sirf Agar aapke market analysis ho jaye aur aap ko market movement ke baare mein Maloom Ho Jaye Toh aap ko bahut jyada education Hazir karne ki jarurat nahi hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X