Trading mein Spread ko samjhain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mein Spread ko samjhain
    Buy and sell mein Currency Rates ka Diffrence
    Buhat he eham baat jo apko trading k doran samjh ay ge wo ye hy spread yani buy aur sell k darmiyan currency rates ka faraq aur ye faraq 0 sy 6 tak ho sakta hy maslan ap ny Dollar buy krna hy tu us ka rate 1.3104 ho ga aur jub sell krna hy tu rate 1.3101 tu ye 3 ka jo faraq hy es ko spread kahty hain aur ye broker decide krta hy k spread kitna hona hy
    some times this spread may be zero and some time its might be 6 aur ap trading us time karain jub spread kum sy kum ho ye market mein taizi k time hota hy aur us time trade lagany profit acha hota hy

    kum spread k time trading karni chahy for more profit
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G haan bahi spread usi ko kehty hainbjo buy aur sell ke keemton ma farak hota hai. Spread ko ehmiyat us wakt deni chahey jabb aap apna broker select kar rahy hoon. Kun kay spread ke wajha say aap ki trading par asar lazmi parta ha. Agar aap day trader hain aur zaida spread walee broker ko ap chose kart hn to wo aapko kam profit deta ha.

    اب آن لائن

    Working...
    X