Forum account banned reasons?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forum account banned reasons?
    Mera ap sab doston se sawal hai k forum ka account kis wajoohaat ki bunyaad pe banned ho sakta hai agar kisi ko pata hain to kindly guide us.
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forum pae aksar logon kay account block ya bann ho jatay hain aur iss ki main reasons yeh hain kay woh log forum kay rules ko follow nahin kartay aur jo rules kay against kaam kartay hain forum unn ka account forun bann kar deta hai
    • #3 Collapse

      Assalamualaikum Bhai forex account ka banned reason bahot si ho sakti Han Jo me aik Bari reason smjhta hu keh ham sub SA pehly rule and regulations ni study karty aur Ham ko kafi sari cheezan clear NI hoti Han sub SA pehly Han ko rule and regulations read karny chahya...uska bad jub bhi withdraw lagaty Han to apny account mein withdraw Karan Jo apny name par ho aur Jo profit ho usko pehly withdraw Kara Lyn aur uska bad new trade open Karan aur kabhi bhi copy paste na Karan yeh sub SA Bari reason hai account banned hony ki...eska lazmi khayal Karan..
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Shahzainali45 پيغام ديکھيے
        Mera ap sab doston se sawal hai k forum ka account kis wajoohaat ki bunyaad pe banned ho sakta hai agar kisi ko pata hain to kindly guide us.
        Jab Koi forum ka member forum ke rules ke against income karta hai to uska account band kar diya Jata Hai Forex forum Walo Ne forum ke rules Pehle Hi Bata rakhe hain isliye unko bolo Jarur kare
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Dear Forex Forum Fellow

          Sub sy pehly ap forum k start mein jo instruction thread hy wo read kar lain tu apko ye clear ho jay ga k account kiun banned hota hy wiasay main reason is quality of posts aur agar ap relevant baat ya post nai karain gy tu ap k banned hony k chances ziada hain aur copy paste krny sy bhe guraiz karain aur eik IP address sy sirf eik he accout operate karain warna es reason sy bhe ap ka account banned ho jay ga
          • #6 Collapse

            forex mein account ki bari jata forex rules ka khyal na rakhna.agar ap rules and regulation pe amal nhe karen gy to ap yaha pe kam nhe kar sakty.aksar dosto ka account copy paste ki waja se baan ho jata hy.galat verification ki waja se bhi account band ho sakta hy.
            • #7 Collapse

              forum kay kuch.rules hain jin ko follow.karna bahut zroori hai aur agar aap unn ko follow nahin karaty tou forum aap ko bataye beghair aap ka account bann kar sakta hai ya phir copy paste ki wajah sae bhi account bann ho jata hai
              • #8 Collapse

                dear bohat say logo kay account bann ho jaate hay iss kay bohat say reasons hain pehli baat to yeh kay rules ko follow nah kerna doosri baat yeh kay cheat methods use kerna or posting kay rules ko follow nah kernay say b bann ho jaata hay
                • #9 Collapse

                  Forum account banned honay ki kafi reason ho sagti hain us main main ya jo main forum rules main read ki hai wo app k sath share kar diti hoon

                  1 us main aik to kisi ki post ko copy paste kerna bilkul allow nahe hae account aik dafe easa kernay say banned ho jeay ga
                  2 jab app aik he identity k oper different accounts bnaty hain to pher bhe account banned ho jeaty hain
                  3 jab app iak he id say different instaforex k forum pay registered hty hain to pher bhe bannne ho sagty hain
                  4 jab bhe app ksii friend ka forum account apny pc pay log in kerty hain to banned ho jeay ga app ka account bh our us ka bhe
                  5 App insta k forum k ksii bhe rule ki voilation kerty hain banned kar deay hain gay
                  • #10 Collapse

                    Matlb forum k account banned honay ka sab se strong reason hai k post ya thread copy paste na kiye jaye. Aur dosra reason hai k informative post karni chahiye taa k ziada log like and post Karen.
                     
                    • #11 Collapse

                      salam dear members forum account bann hony ki bht wajah hy aik jo sb sy bari wajah hy wo yeh hy ky kuch log forum ky rules ko follow kye bgair trading krty hy ar posting me bhi copy paste krty hy jis ki wajh sy hmara account bannd ho jata hy ar kuch log to rules prhny ka bhi takalluf nhi krty jis ki wajah sy proper kam nhi kr paty ar account bann ho jata hy
                      • #12 Collapse

                        Jab Office ke rules and regulation course ke sabse Manta Nahi Rakhenge ya se working thik se nahi karenge aap ko yaad se kam karne ki samajh nahi Lagegi market ka aap thik se analysis nahi nikalenge market ko acche se message karne ke liye aapke paas time nahi hoga to Aap Yahan Se Kabhi Bhi acche se working nahi kar Sakenge ko aage se manage nahi kar Sakenge isliye aaram se kam kare
                        • #13 Collapse

                          Brother kabhe copy paste na kren hamesha apne tareeqa sa aur apne andaaz se post karen ap ko sirf ek account chalana authorised hai ek se zayada account hargiz na bananen kabhe full margin use na karen account main
                          • #14 Collapse

                            dear freAnd forex forum m account etni Jaldi band ni hota sai rezon account band hony ka ye e h k posting ko copy past krna jo k forum k asol k khlaf h dear member forum k khlaf warzi na Karen ta k ap ka account band na ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              according to my research account banned hona ki sab sa bari wagah ya hai k aap ksi member ki post ko copy paste karta hain forex forum ki sari posts aur threads database mein maintain hoti hai jis sa members ka plagiarism check hota hai aur members ko bonus b usi basis ma milta hai baki aur b waghohat hain lekin sab sa main point copy paste hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X