Patience is a key of success
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Patience is a key of success
    Assalam alaikum bhai forex ak aisa business hai jis main bahut risk hota hai us main ham jald bazi sa kam nea la sakta han ham jab bhe forex pai koi trade lagain tu phala ham us ka bara main search kran phr apna plan bnaye aur her kam patience sa kran kiun ka jab ap jeldy main koi kam krta han tu us main kuch na kuch ap bhol jata han hamain hamasha patience ka sath kam krna chaya ya he kamyabi ke chabi hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex mein kaam hi sabar ka hai agar aap forex mein khud patiance per control kar letay hain tou yeh aap ki forex mein bahut bari kamyabi hai aur aap firex mein issi wajah se koi ghalt trade open nahin karain gay aur lalach nahin aye gi jis sae aap ko loss nahin ho ga
    • #3 Collapse

      jo log jald baaz k safar ki trading kartay hain wo kabhi bhi kamyaab nahe hotay hain patience zaroori hota hay bohat se new traders analysis bhi nahe kartay aur kehtay hain unko har time trade mei rehna hay wo loss kartay hain har time trade nahe hoti trade best lenay kay liye patience se kaam lena zaroori hota hay esliye patience is the Key of success...
      • #4 Collapse

        agar hum forex trading main sabar kay sath kam karen gay to he humari trading achi aur behtreen o sakti hay es business main main money management karty huway trade karnay main he faida hota hay tab he humari trading achi aur behtreen ho pati hay jab hum esmain khoob mehant karty hay
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          g han bhai ap ny shai kaa ahi forex tading main saber he hmari kamaybhi ka raz hai tu hmain chahye k apni trading main saber k sath trading karen ta k hum jald bazi main kuj bhi glata na karen or hum sani ks ath apni trading se faida otha skaen jub hum saber nahi karty hain tu khud he apny loss ki wjah ban jaty hain jis k bad hmain apny oper he dukh hota hai k kash hum wait he kar lety

          اب آن لائن

          Working...
          X