Traders zara aethiat sae kaam lain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Traders zara aethiat sae kaam lain
    Bahut sae dost jo zayada profit trading kay start mein hi hasil kar latey hain tou woh yeh samajhtay hain trading aa gaye hai aur ab unn ko loss nahin ho ga tou aisa sochna ghalt hai kyun kay forex mein tou loss experts ko bhi hota hai iss lye humain her qism ki situation kay lye ready rehna chahyea
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Brother trading ko carefull treqay say krain kyunk jab bhi profit hota hai to hum kuvh dair kliy hum Es gala fehmi main mubtala ho jaty hain k loss nahi ho ga jb Big loss ho jata hai to pata chalta hai Es main kuch majer galtiyan hai Jo k hum Jan bojh ker kerty hain jesay k 1<:> stop loss ko na lagna 2<:'>over trading kerna 3>:'<over confidence ho jana 4>:;'> Anlyses k bagair trade kerna
    • #3 Collapse

      Saheh ha iss ka khas kheyal rakhna chahiay keh agar kuch arsa Profit men Trading chati rahey to iss ka matlab yeh nahen keh ab trader ko loss ho nahen sakta yeh aesi markat ha jiss men 100 % yaqeen se kuch bhi nahen kaha ja sakta ha Lehaza Ehtiyat aor trading ke har amal par khoob Focus men kami bilkul nah honi chahiay
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        g han bhai ap ny boht achi bat ki hai or main bhi yahi maanta hun q k forex trading aika asya business hai k kbhi hmain apni galti par loss ho jta hai or kbhi market ki wjah se ho jat ahi es liye expert ko bhi loss hota hai hum yah nahi kah skty hain k hmain loss hota hai expert ko nahi hota hai tu bhayio expert ko loss bhi hota hai or un k accounts bhi banned ho jaty hain or wash bhi

        اب آن لائن

        Working...
        X