Trading ky liay bahot zyada pairs hain lekin ham sirf chand pairs main trade

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading ky liay bahot zyada pairs hain lekin ham sirf chand pairs main trade
    Forex market main trading ky liay bahot zyada pairs hain lekin ham sirf chand pairs main hi trade kerty hain hamain tamam pair ko demo main try kerni chahiay ky in selected pairs ky elawa bhi kei pairs aesy hain jin main achi trade ki ja sakti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Ham sirf selected pairs main hi trade kerty hain aur market main trade kerny ky liay her terha ky pairs hain jin main mmarket kafi zyada daily basis per movement bhi kerti hai spread bhi kam hai ky in selected pairs sy zyada earning bhi ki ja sakti hai so try zarur ker leni chahiay
    • #3 Collapse

      Mere khayal mein tou hum jin pairs mein achi trading kar rahay hain aur unn sae humain acha profit ho raha hai tou humain iss ko continue karna chahyea agar hum kisi aur pair ko try kartay hain tou uss mein loss kay chances barh jatay hain
      • #4 Collapse

        G tu depend karta hy ap ki practice aur knewledge aur experience par agr ap ne demo account par practice kar k ziada pair mein knewledge aur experience hasil kiya hy tu ap ziada pair aur ziada spread k pair par trading kar saktay han aur profit earn kar saktay han
        • #5 Collapse

          Dear forex member trading k bohat say pair hain bohat hi zida lakin hum sirf usi pair per trade krain Jin k bray main kuch pata ho or wo main pair hun jis trah USD k sat pair hai aur EUR hai JPY hai GBP hai en ka ap as main pair Jo k week pair k sath hun wo best hain jesay usd/jpy usd/chf en ki movement slow hoti ha and strong pair eur/USD gbp/usd ye strong pair hain en ki movement zida hoti hai.
          • #6 Collapse

            trading main bohat sary pairs hay but humay chahiye keh ziada tar trading major pairs pairs par he trading karen kyun keh en par trade kar kay hum market main kam time main profit main aa jaty hay matlab en pairs ka spread bhi kam hay aur hum es main safe bhi reh sakty hay humay esmain khoob time daina chahiye analuysis karna chahiye
            • #7 Collapse

              dear ap ki baat to theek ha jub hum trading karnay kay liey zada pairs select karay gay to humainy analysis karnay kay liey time b zada dena paray ga or kam time me analysis karnay par analysis weak ho sakta ha jo trading me loss daay sakta ha
              dear me expert traders ki video dekh raha tha jo dosro ko price action trading par lecture daay raha tha or wo profitable traders tha os na apnay student ko bataya kay wo just six pairs me trading karta ha jis ko wo samjany me zada comfortable feel karta ha is liey wo profit earn kar raha ha
              • #8 Collapse

                Ji bilkul app ne sahi kaha hy bilkul aisa hi hy narket main pairs to bht saray hain lekin kaam to chand aik per hi kia jata ht humain demo per saray pairs pe kam krna chahiye takay humain sab pairs k baray main knowledge mil sakay or sab ki information or move ka pta hona chahiye takay real main trade kerne main koi prob na ho
                • #9 Collapse

                  g han bhai apki bat shia hai forex trading main jitny bi pair hain hmain sub main trading karni chahye kuj he pair main makhsos nahi rahna chhaye ayse apki trading kisls bhi devlop hoti hai es liye hmain apni trading k liye har pair main trading karni chahye aghr apko apni trading main koi masla hai tu ap osko pany demo account main bhi chek kar skty hain
                  • #10 Collapse

                    g han sir ap ke ststment se itfaq karta hon SIRF CHAND PAIRS MAIN TRADING KARTE HAIN IS MAIN TO BUHAT SARY PAIRES HAIN LAJIN HAR USEER KA APNA AK MIND SET HOTA HAI IS MAIN JIS PAIR KE BARY MAIN PERFECT TRENG KA PATA HOTA HAI TO IS MAIN TRADE KAR SAKTA HAI.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      wese to bohot hi ziada pairs hein forex trading mein aur purey world ki economy is par chal rahi hey but hamen chahiye keh hum always major pairs hi use karen aur cross pairs se avoid karen kioun keh cross pairs ka spread kafi ziada hota hey jiski wjha se hamen kafi loss bhi uthana parta hey start mein
                      https://t.me/pump_upp

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X