Cruid oil phir sy up jana shuru ho gia hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Cruid oil phir sy up jana shuru ho gia hai
    Aesa lag raha tha ky Cruid oil 76 sy ab nechy 67 ki taraf jaey ga lekin 73 sy phir wapis 75 ki taraf ja raha hai tou aesy main kis point sy sell kerna chahiay ky yahan per buy kerny ka faida nehi hai ky agar up jaey bhi tou Kitna ja sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Cruid oil main aesi surat main trade lagana bahot dangerous ho sakta hai ky yahan per market movement ki situation clear nehi hai ky mazeed upward movement kahan tak ho sakti hai kuch analysts tou 100 ki indications dy rehy hain lekin kuch downward movement bata rehy hain tou aesy main trade open kerny per loss ky chances zyada hain
    • #3 Collapse

      Gee haan abhi crude nay apna trend change kya hai aur iss waqt up trend mein aa gaya hai aur umeed hai kay iss week mein yeh up hi rahay ga lakin crude oil mein trading bahut mushki hoti hai iss lye zara aethiat se kaam karna hai
      • #4 Collapse

        Dear ye ferx market hai Es main movement 1 traf nahi hoti ye zig zag hai oper nechay hti rehti hai kyunk crude oil ki over all buy movement hai Esliy trading kliy 1 strategy hai RSI k oper its my strategy if RSI 30mint 70/25% ho to SELL/ BUY lay lain 1hr per 70/20% per sell/buy 4hr 75/25% per ho to sell/buy lain and 1day 60/30% per sell/buy ye strategy all pair kliy hai.
        • #5 Collapse

          forex trading main agar hum oil par trade karna chahty hay to eskay liey humay market ka analysis karna chahiye kyun keh analysis kar kay he hum market main achi earning kar sakty hay es business main humay dil lga kar time daina chahiye kyun keh tab he trading main earning hoti hay aur safe bhi tab he reh paty hay
          • #6 Collapse

            dear ap ki baat theek ha oil nay kafi down movement di thi par ab wo again up trend ki taraf ja sakta ha or os ki movement b current up ki janib ho rehi ha dear mera manna ha oil ko yaha par sell karna dangours ho sakta ha ap ko kisi strong resistance ka wait karna chahiey oil ko sell karnay kay liey or sath fundamental analysis or opec countries ki news par b nazar rakhni chahiey
            • #7 Collapse

              bhai apki bat shai hai maghr jis pair main abhi kisi point ki cpnfermtion nahi hai k kitna up word main ja skata hai or kitna down main ja skta hai tu ayse sort main hmari trading se hmain loss bhi ho skat hai q k yah dengrous hota hai aysi situaion main trading karna tu es k liye apko analsye karbny k bad trading karni chahye
              • #8 Collapse

                g han crude oil nechy ja kar phr se up jana shrouh ho gaya hai is se is ka talaq sedha currency se hota hai agr hum currency ko watch kare to hum is main bhi perfect trade kar sakte hain is main acha profit kar sakte hain.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Dear mein cruide oil par kuch ziada trading nahin karta hun aur na hi mein is barey mein kuch ziada janta hun aur mere khayal mein agar ap kisi expert se is barey mein mashwara karen to apko bohot hi ziada faida hoga aur apkey analysis bhi kafi achey hein a
                  https://t.me/pump_upp

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X