Posts ko Copy Karne ka Faeda keya Ha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Posts ko Copy Karne ka Faeda keya Ha
    786= Assalam-u-Alaikum Janab members Forum par kuch log Posts (replies) waghera 100 % Copy kar ke Submit kar detey han iss se kuch Faeda ya Bonus mill sakta ha ya sirf Time Waste ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    janab forex forum ka pora data database ma maintain hota hai jis sa member ki post ka plagiarism check hota hai aur us basis pa member ko bonus milta hai in short copy paste ka koi faida nhi.
    • #3 Collapse

      Dear Forex Forum Fellows
      Forum py ap copy paste ke jaga knowledge share kiya karain jis sy dosro ko faida ho ga sath sath ap ko bhe benefit mily ga bonus ke surat mein aur quality of reply py bonus vary karta hy ao k post ke jitni achi quality ho ge utna he ap ko bonus mein faida ho ga
      • #4 Collapse

        Forum main kisi ki post ko copy ker ky apni post send kerny ka koi faida nehi hota aur na hi bonus milta hai balky account bann ho jata hai beshak other members ki posts ko copy paste kerain ya apni hi post ko bar bar paste kerty rehain ky posts ki tadad increase ho jaty gi tab bhi apka account bann ho jaey ga
        • #5 Collapse

          Agar ap kisi bhi post ko copy ker ky paste kerty hain tou system aesi post ko read ker leta hai apka account forum administration ki taraf sy bann ker dia jata hai isliay apni taraf sy jo bhi wording use kerni ho kerain kisi aur ki post ko her giz copy paste na kerain warna apki sari mehnat zaya ja sakti hai
          • #6 Collapse

            Brother post ko copy nahi kerna chahey kyunk post ko copy kerny ka koi fida nahi hai wesay mujh sa galti k sath 1 copy past mare apni hi post ho ga thi jis say mera loss ye huwa k account ban ho gei or sab mehnat per panic pher geya Esliy copy past say door rakhain wesay kuch logun ki main copy past daikh ta hun Daily un ka pata nahi kia chakar hai.
            • #7 Collapse

              dear members posts ko copy krny ka faida koi ni Olta nuqsan hi by dear forex posts ko copy pest krny sy boht jald account wash ho jata hh q k ye forex k roll k khlaf h apni smajh r soch k hisab sy posting kro na k ksi ki post ko copy kro.
              • #8 Collapse

                Post ko copy and paste karnay se kuch faeda tu ho sakta hai aur app ka time hai bach sakta hai laikin forex ka account bann ho sakta hai iss liay copy and paste se bcha jai tu behtar hai.
                • #9 Collapse

                  agar hum copy past karen gay to es trha humay koi faida nahi hota humay chahiye keh rules ko follow karty huway kam karen kyun keh tab he hum esmain bonus gain kar sakty hay agar hum rules ko follow nahi karen gay to es trha humay loss ka risk hota hay aur humara account banned bhi ho sakta hay
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Bhai ap forex k rules k mutabiq kisi aur ki posts ko copy ker k same to same paste ni ker saktey. Ye forex k rules k khilaf hai. Agr koi shakhs aesa kerta hai to uska account banned ker dia jata hai. Lehaza koi bhi aesa kaam na kre is se apko bonus bhi ni miley ga aur apka account bhi banned ker dia jaey ga. Is kaam se bachen aur dosron ko bhi samjhaen.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X